Sher
zamane men hai us ki khush-nasibi
jo khud ko jabr-e-hasti se bacha le

Batool Mussarat
zamane men hai us ki khush-nasibi
ज़माने में है उस की ख़ुश-नसीबी
sune is dil ki koi baat aa kar
सुने इस दिल की कोई बात आ कर
main huun na-samajh kitni ye dekh lo tum
मैं हूँ ना-समझ कितनी ये देख लो तुम
main kahan rakkhun phir masarrat ko
मैं कहाँ रक्खूँ फिर मसर्रत को
vo kaise toD len rishta kisi se
वो कैसे तोड़ लें रिश्ता किसी से
zamane men hai us ki khush-nasibi
jo khud ko jabr-e-hasti se bacha le
sune is dil ki koi baat aa kar
koi to de mohabbat ke ujale
main huun na-samajh kitni ye dekh lo tum
main samjhi nahin vo jo samjha hai tum ne
main kahan rakkhun phir masarrat ko
ruuh men gar udasi bhar jaa.e
vo kaise toD len rishta kisi se
ho jin ki ziist ka na'ra ta'alluq
main huun naa-samajh kitni ye dekh lo tum
main samjhi nahin vo jo samjhaa hai tum ne
main kahaan rakkhun phir masarrat ko
ruuh mein gar udaasi bhar jaae
sune is dil ki koi baat aa kar
koi to de mohabbat ke ujaale
zamaane mein hai us ki khush-nasibi
jo khud ko jabr-e-hasti se bachaa le
vo kaise toD lein rishta kisi se
ho jin ki ziist kaa naa'ra ta'alluq
haal dil kaa to nigaahon se bayaan hotaa hai
हाल दिल का तो निगाहों से बयाँ होता है
jaltaa diyaa havaaon ke mahzar mein aa gayaa
जलता दिया हवाओं के महज़र में आ गया
baat aisi bhi kyaa hai surat mein
बात ऐसी भी क्या है सूरत में
savaad-e-karb mein phaili hai tira-shab jaanaan
सवाद-ए-कर्ब में फैली है तीरा-शब जानाँ
zindagi ke Dhab aae
ज़िंदगी के ढब आए