vaqt aane de dikha denge tujhe ai asman
ham abhi se kyuun bata.en kya hamare dil men hai

Bismil Azimabadi
Bismil Azimabadi
Sherशेर
See all 28 →vaqt aane de dikha denge tujhe ai asman
वक़्त आने दे दिखा देंगे तुझे ऐ आसमाँ
sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil men hai
सरफ़रोशी की तमन्ना अब हमारे दिल में है
na apne zabt ko rusva karo sata ke mujhe
न अपने ज़ब्त को रुस्वा करो सता के मुझे
tum sun ke kya karoge kahani gharib ki
तुम सुन के क्या करोगे कहानी ग़रीब की
ho na mayus khuda se 'bismil'
हो न मायूस ख़ुदा से 'बिस्मिल'
dastan puuri na hone paa.i
दास्ताँ पूरी न होने पाई
Popular Sher & Shayari
56 totalsarfaroshi ki tamanna ab hamare dil men hai
dekhna hai zor kitna bazu-e-qatil men hai
na apne zabt ko rusva karo sata ke mujhe
khuda ke vaste dekho na muskura ke mujhe
tum sun ke kya karoge kahani gharib ki
jo sab ki sun raha hai kahenge usi se ham
ho na mayus khuda se 'bismil'
ye bure din bhi guzar ja.enge
dastan puuri na hone paa.i
zindagi khatm hui jaati hai
na apne zabt ko rusvaa karo sataa ke mujhe
khudaa ke vaaste dekho na muskuraa ke mujhe
ek din vo din the rone pe hansaa karte the ham
ek ye din hain ki ab hansne pe ronaa aae hai
ik ghalat sajde se kyaa hotaa hai vaaiz kuchh na puchh
umr bhar ki sab riyaazat khaak mein mil jaae hai
ye zindagi bhi koi zindagi hui 'bismil'
na ro sake na kabhi hans sake Thikaane se
aazaadi ne baazu bhi salaamat nahin rakkhe
ai taaqat-e-parvaaz tujhe laaein kahaan se
kyaa karein jaam-o-subu haath pakaD lete hain
ji to kahtaa hai ki uTh jaaiye mai-khaane se
Ghazalग़ज़ल
ab mulaaqaat kahaan shishe se paimaane se
अब मुलाक़ात कहाँ शीशे से पैमाने से
bayaabaan-e-junun mein shaam-e-ghurbat jab sataayaa ki
बयाबान-ए-जुनूँ में शाम-ए-ग़ुर्बत जब सताया की
be-vajh 'andalib ko khauf-e-khizaan nahin
बे-वज्ह 'अंदलीब को ख़ौफ़-ए-ख़िज़ाँ नहीं
kahaan qaraar hai kahne ko dil qaraar mein hai
कहाँ क़रार है कहने को दिल क़रार में है
dekhaa dam-e-aakhir jo mohabbat ki nazar se
देखा दम-ए-आख़िर जो मोहब्बत की नज़र से
pher letaa hai jo munh dekh ke surat meri
फेर लेता है जो मुँह देख के सूरत मेरी





