ik silsila havas ka hai insan ki zindagi
is ek musht-e-khak ko gham do-jahan ke hain

Chakbast Braj Narayan
Chakbast Braj Narayan
Sherशेर
See all 21 →ik silsila havas ka hai insan ki zindagi
इक सिलसिला हवस का है इंसाँ की ज़िंदगी
maza hai ahd-e-javani men sar paTakne ka
मज़ा है अहद-ए-जवानी में सर पटकने का
naya bismil huun main vaqif nahin rasm-e-shahadat se
नया बिस्मिल हूँ मैं वाक़िफ़ नहीं रस्म-ए-शहादत से
khuda ne ilm bakhsha hai adab ahbab karte hain
ख़ुदा ने इल्म बख़्शा है अदब अहबाब करते हैं
ek saghar bhi inayat na hua yaad rahe
एक साग़र भी इनायत न हुआ याद रहे
agar dard-e-mohabbat se na insan ashna hota
अगर दर्द-ए-मोहब्बत से न इंसाँ आश्ना होता
Popular Sher & Shayari
42 totalmaza hai ahd-e-javani men sar paTakne ka
lahu men phir ye ravani rahe rahe na rahe
naya bismil huun main vaqif nahin rasm-e-shahadat se
bata de tu hi ai zalim taDapne ki ada kya hai
khuda ne ilm bakhsha hai adab ahbab karte hain
yahi daulat hai meri aur yahi jah-o-hasham mera
ek saghar bhi inayat na hua yaad rahe
saqiya jaate hain mahfil tiri abad rahe
agar dard-e-mohabbat se na insan ashna hota
na kuchh marne ka gham hota na jiine ka maza hota
kiyaa hai faash parda kufr-o-din kaa is qadar main ne
ki dushman hai barhaman aur adu shaikh-e-haram meraa
vatan ki khaak se mar kar bhi ham ko uns baaqi hai
mazaa daamaan-e-maadar kaa hai is miTTi ke daaman mein
zindagi kyaa hai anaasir mein zuhur-e-tartib
maut kyaa hai inhin ajzaa kaa pareshaan honaa
agar dard-e-mohabbat se na insaan aashnaa hotaa
na kuchh marne kaa gham hotaa na jiine kaa mazaa hotaa
adab taalim kaa jauhar hai zevar hai javaani kaa
vahi shaagird hain jo khidmat-e-ustaad karte hain
hai miraa zabt-e-junun josh-e-junun se baDh kar
nang hai mere liye chaak-e-garebaan honaa
Ghazalग़ज़ल
bahaar aai taraqqi par hai saudaa dam-ba-dam meraa
बहार आई तरक़्क़ी पर है सौदा दम-ब-दम मेरा
dil hi bujhaa huaa hai to lutf-e-bahaar kyaa
दिल ही बुझा हुआ है तो लुत्फ़-ए-बहार क्या
kabhi thaa naaz zamaane ko apne hind pe bhi
कभी था नाज़ ज़माने को अपने हिन्द पे भी
fanaa nahin hai mohabbat ke rang-o-bu ke liye
फ़ना नहीं है मोहब्बत के रंग-ओ-बू के लिए
na koi dost dushman ho sharik-e-dard-o-gham meraa
न कोई दोस्त दुश्मन हो शरीक-ए-दर्द-ओ-ग़म मेरा
uDaa kar sahn-e-gulshan se miTaa kar aashiyaan meraa
उड़ा कर सहन-ए-गुलशन से मिटा कर आशियाँ मेरा





