khata.en is liye karta huun main ki janta huun
saza mujhe hi milegi khata karun na karun

Charagh Sharma
Charagh Sharma
Sherशेर
See all 10 →khata.en is liye karta huun main ki janta huun
ख़ताएँ इस लिए करता हूँ मैं कि जानता हूँ
haath bhar duuri pe hai qismat ki chabi aap ki
हाथ भर दूरी पे है क़िस्मत की चाबी आप की
main ne qubul kar liya chup chaap vo gulab
मैं ने क़ुबूल कर लिया चुप चाप वो गुलाब
vo shant baiTha hai kab se main shor kyon na karun
वो शांत बैठा है कब से मैं शोर क्यों न करूँ
koi khat-vat nahin phaDa koi tohfa nahin toDa
कोई ख़त-वत नहीं फाड़ा कोई तोहफ़ा नहीं तोड़ा
'mir' ji ishq maana ki ne.amat nahin par main is ko bala bhi nahin manta
'मीर' जी इश्क़ माना कि ने'मत नहीं पर मैं इस को बला भी नहीं मानता
Popular Sher & Shayari
20 totalhaath bhar duuri pe hai qismat ki chabi aap ki
ek chhoTa sa qadam aur kamyabi aap ki
main ne qubul kar liya chup chaap vo gulab
jo shakh de rahi thi tiri or se mujhe
vo shant baiTha hai kab se main shor kyon na karun
bas ek baar vo kah de ki chup to chuun na karun
koi khat-vat nahin phaDa koi tohfa nahin toDa
ki vo dekhe to khud soche ki dil toDa nahin toDa
'mir' ji ishq maana ki ne.amat nahin par main is ko bala bhi nahin manta
manta huun khuda-e-sukhan bhi tumhen aur hukm-e-khuda bhi nahin manta
ab ke mili shikast miri or se mujhe
jitvaa diyaa gayaa kisi kamzor se mujhe
'mir' ji ishq maanaa ki neamat nahin par main is ko balaa bhi nahin maantaa
maantaa huun khudaa-e-sukhan bhi tumhein aur hukm-e-khudaa bhi nahin maantaa
main ne qubul kar liyaa chup chaap vo gulaab
jo shaakh de rahi thi tiri or se mujhe
khataaein is liye kartaa huun main ki jaantaa huun
sazaa mujhe hi milegi khataa karun na karun
haath bhar duuri pe hai qismat ki chaabi aap ki
ek chhoTaa saa qadam aur kaamyaabi aap ki
koi khat-vat nahin phaaDaa koi tohfa nahin toDaa
ki vo dekhe to khud soche ki dil toDaa nahin toDaa
Ghazalग़ज़ल
mahaaz-e-jang se pahle kahin paDaav banaao
महाज़-ए-जंग से पहले कहीं पड़ाव बनाओ
ab ye gul gulnaar kab hai khaar hai be-kaar hai
अब ये गुल गुलनार कब है ख़ार है बे-कार है
hamaaraa ishq bhi yaaraane ki kagaar pe thaa
हमारा इश्क़ भी याराने की कगार पे था
auron ki pyaas aur hai aur us ki pyaas aur
औरों की प्यास और है और उस की प्यास और
uDte hain girte hain phir se uDte hain
उड़ते हैं गिरते हैं फिर से उड़ते हैं
vo sirf qisse kahaaniyon ke muaamle the charaagh rakh de
वो सिर्फ़ क़िस्से कहानियों के मुआ'मले थे चराग़ रख दे





