"tere firaq ne ki zindagi ata mujh ko tera visal jo milta to mar gaya hota"

Danish Aligarhi
Danish Aligarhi
Sherशेर
See all 8 →tere firaq ne ki zindagi ata mujh ko
तेरे फ़िराक़ ने की ज़िंदगी अता मुझ को
muskura kar un ka milna aur bichhaDna ruuTh kar
मुस्कुरा कर उन का मिलना और बिछड़ना रूठ कर
akhiri vaqt talak saath andheron ne diya
आख़िरी वक़्त तलक साथ अंधेरों ने दिया
gar tarannum par hi 'danish' munhasir hai sha.iri
गर तरन्नुम पर ही 'दानिश' मुनहसिर है शाइरी
apne dushman ko bhi khud baDh ke laga lo siine
अपने दुश्मन को भी ख़ुद बढ़ के लगा लो सीने
zarre zarre men mahak pyaar ki Daali jaa.e
ज़र्रे ज़र्रे में महक प्यार की डाली जाए
Popular Sher & Shayari
16 total"muskura kar un ka milna aur bichhaDna ruuTh kar bas yahi do lafz ik din dastan ho ja.enge"
"akhiri vaqt talak saath andheron ne diya raas aate nahin duniya ke ujale mujh ko"
"gar tarannum par hi 'danish' munhasir hai sha.iri phir to duniya bhar ke sha.ir naghma-khvan ho ja.enge"
"apne dushman ko bhi khud baDh ke laga lo siine baat bigDi hui is tarah bana li jaa.e"
"zarre zarre men mahak pyaar ki Daali jaa.e bu ta.assub ki har ik dil se nikali jaa.e"
zarre zarre mein mahak pyaar ki Daali jaae
bu taassub ki har ik dil se nikaali jaae
muskuraa kar un kaa milnaa aur bichhaDnaa ruuTh kar
bas yahi do lafz ik din daastaan ho jaaeinge
gar tarannum par hi 'daanish' munhasir hai shaairi
phir to duniyaa bhar ke shaair naghma-khvaan ho jaaeinge
aakhiri vaqt talak saath andheron ne diyaa
raas aate nahin duniyaa ke ujaale mujh ko
tere firaaq ne ki zindagi ataa mujh ko
teraa visaal jo miltaa to mar gayaa hotaa
ho ke majbur ye bachchon ko sabaq denaa hai
ab qalam chhoD ke talvaar uThaa li jaae
Ghazalग़ज़ल
khushi kaa naam sunaa hai magar khushi kyaa hai
ख़ुशी का नाम सुना है मगर ख़ुशी क्या है
dil ki basti ko masarrat se sajaae rakhiye
दिल की बस्ती को मसर्रत से सजाए रखिए
har dard ko maazi ki qasam bhuul gae hain
हर दर्द को माज़ी की क़सम भूल गए हैं
hangaama kis liye hai bapaa tere shahr mein
हंगामा किस लिए है बपा तेरे शहर में
vo ik nigaah jo le kar miraa qaraar gai
वो इक निगाह जो ले कर मिरा क़रार गई
jaise is basti se naaraaz khudaa lagtaa hai
जैसे इस बस्ती से नाराज़ ख़ुदा लगता है





