tu dekh raha hai jo mira haal hai qasid
mujh ko yahi kahna hai ki main kuchh nahin kahta

Dattatriya Kaifi
Dattatriya Kaifi
Sherशेर
See all 40 →tu dekh raha hai jo mira haal hai qasid
तू देख रहा है जो मिरा हाल है क़ासिद
urdu hai jis ka naam hamari zaban hai
उर्दू है जिस का नाम हमारी ज़बान है
ishq ne jis dil pe qabza kar liya
इश्क़ ने जिस दिल पे क़ब्ज़ा कर लिया
dair o kaaba men bhaTakte phir rahe hain raat din
दैर ओ काबा में भटकते फिर रहे हैं रात दिन
uljha hi rahne do zulfon ko sanam
उलझा ही रहने दो ज़ुल्फ़ों को सनम
ta ki angur hare hon mire zakhm-e-dil ke
ता कि अंगूर हरे हों मिरे ज़ख़्म-ए-दिल के
Popular Sher & Shayari
80 totalurdu hai jis ka naam hamari zaban hai
duniya ki har zaban se pyari zaban hai
ishq ne jis dil pe qabza kar liya
phir kahan us men nashat o gham rahe
dair o kaaba men bhaTakte phir rahe hain raat din
DhunDhne se bhi to bandon ko khuda milta nahin
uljha hi rahne do zulfon ko sanam
jo na khul jaa.en bharam achchhe hain
ta ki angur hare hon mire zakhm-e-dil ke
dhani angiya mire dildar ne rangva.i hai
rahne de zikr-e-kham-e-zulf-e-musalsal ko nadim
us ke to dhyaan se bhi hotaa hai dil ko uljhaao
jo chashm-e-dil-rubaa ke vasf mein ashaar likhtaa huun
to har har lafz par ahl-e-nazar ik saad karte hain
tum se ab kyaa kahein vo chiiz hai daagh-e-gham-e-ishq
ki chhupaae na chhupe aur dikhaae na bane
dam ghanimat hai saaliko meraa
jaras-e-daur ki sadaa huun main
ye chalan hain to tumhein hashr se deinge tashbih
log saffaak kaheinge baDi rusvaai hai
vafaa par daghaa sulh mein dushmani hai
bhalaai kaa hargiz zamaana nahin hai
Ghazalग़ज़ल
zindagi kaa kis liye maatam rahe
ज़िंदगी का किस लिए मातम रहे
yaa ilaahi mujh ko ye kyaa ho gayaa
या इलाही मुझ को ये क्या हो गया
husn ki ranginiyaan kyaa jalva-saamaan ho gaiin
हुस्न की रंगीनियाँ क्या जल्वा-सामाँ हो गईं
kyuun kar chubhe na aankh mein gul khaar ki tarah
क्यूँ कर चुभे न आँख में गुल ख़ार की तरह
yuun sisaktaa mujhe tum chhoD na jaao aao
यूँ सिसकता मुझे तुम छोड़ न जाओ आओ
ishq hi ishq ho aashiq ho na maashuq jahaan
इश्क़ ही इश्क़ हो आशिक़ हो न माशूक़ जहाँ





