abhi se paanv ke chhale na dekho
abhi yaaro safar ki ibtida hai

Ejaz Rahmani
Ejaz Rahmani
Sherशेर
See all 7 →abhi se paanv ke chhale na dekho
अभी से पाँव के छाले न देखो
talab to barsat men ho jaate hain kam-zarf
तालाब तो बरसात में हो जाते हैं कम-ज़र्फ़
fitrat ke taqaze kabhi badle nahin jaate
फ़ितरत के तक़ाज़े कभी बदले नहीं जाते
vo ek pal ki rifaqat bhi kya rifaqat thi
वो एक पल की रिफ़ाक़त भी क्या रिफ़ाक़त थी
guzar raha huun main sauda-garon ki basti se
गुज़र रहा हूँ मैं सौदा-गरों की बस्ती से
jahan pe Duub gaya meri aas ka suraj
जहाँ पे डूब गया मेरी आस का सूरज
Popular Sher & Shayari
14 totaltalab to barsat men ho jaate hain kam-zarf
bahar kabhi aape se samundar nahin hota
fitrat ke taqaze kabhi badle nahin jaate
khushbu hai agar vo to bikharna hi paDega
vo ek pal ki rifaqat bhi kya rifaqat thi
jo de ga.i hai mujhe umar bhar ki tanha.i
guzar raha huun main sauda-garon ki basti se
badan pe dekhiye kab tak libas rahta hai
jahan pe Duub gaya meri aas ka suraj
usi jagah vo sitara-shanas rahta hai
vo ek pal ki rifaaqat bhi kyaa rifaaqat thi
jo de gai hai mujhe umar bhar ki tanhaai
abhi se paanv ke chhaale na dekho
abhi yaaro safar ki ibtidaa hai
taalaab to barsaat mein ho jaate hain kam-zarf
baahar kabhi aape se samundar nahin hotaa
guzar rahaa huun main saudaa-garon ki basti se
badan pe dekhiye kab tak libaas rahtaa hai
jahaan pe Duub gayaa meri aas kaa suraj
usi jagah vo sitaara-shanaas rahtaa hai
khil rahe hain gulaab zakhmon ke
shukriya aap ki navaazish kaa
Ghazalग़ज़ल
raahbar so gae ham-safar so gae
राहबर सो गए हम-सफ़र सो गए
miT gayaa gham tire takallum se
मिट गया ग़म तिरे तकल्लुम से
saae mein aablon ki jalan aur baDh gai
साए में आबलों की जलन और बढ़ गई
naqsh-bar-aab ho gayaa huun main
नक़्श-बर-आब हो गया हूँ मैं
rang mausam ke saath laae hain
रंग मौसम के साथ लाए हैं
vaqt kaa daaman tang hai lekin meraa daaman tang nahin
वक़्त का दामन तंग है लेकिन मेरा दामन तंग नहीं





