jis pari par mar miTe the vo pari-zadi na thi
ba.ad men jaana ki us ke donon par hote the ham

Faizan Hashmi
Faizan Hashmi
Sherशेर
See all 9 →jis pari par mar miTe the vo pari-zadi na thi
जिस परी पर मर मिटे थे वो परी-ज़ादी न थी
bahut qadim nahin kal ka vaqi.a hai ye
बहुत क़दीम नहीं कल का वाक़िआ है ये
bas yahi soch ke rahta huun main zinda is men
बस यही सोच के रहता हूँ मैं ज़िंदा इस में
main apni khushiyan akele manaya karta huun
मैं अपनी ख़ुशियाँ अकेले मनाया करता हूँ
vo kya khushi thi jo dil men bahal rahti thi
वो क्या ख़ुशी थी जो दिल में बहाल रहती थी
main us ko khvab men kuchh aise dekha karta tha
मैं उस को ख़्वाब में कुछ ऐसे देखा करता था
Popular Sher & Shayari
18 totalbahut qadim nahin kal ka vaqi.a hai ye
main is zamin pe utra tha teri zaat ke saath
bas yahi soch ke rahta huun main zinda is men
ye mohabbat hai koi mar nahin sakta is men
main apni khushiyan akele manaya karta huun
yahi vo gham hai jo tujh se chhupa hua hai mira
vo kya khushi thi jo dil men bahal rahti thi
magar vaj.h nahin banti thi muskurane ki
main us ko khvab men kuchh aise dekha karta tha
tamam raat vo sote men muskurati thi
bahut qadim nahin kal kaa vaaqia hai ye
main is zamin pe utraa thaa teri zaat ke saath
khalaa mein girvi rakkhaa apne saare khvaabon ko
aur is zamin pe chhoTaa saa ghar liyaa main ne
teri hi sair ke liye aataa rahungaa baar baar
teraa thaa saat din kaa shauq meri hai umr bhar ki sair
bas yahi soch ke rahtaa huun main zinda is mein
ye mohabbat hai koi mar nahin saktaa is mein
main apni khushiyaan akele manaayaa kartaa huun
yahi vo gham hai jo tujh se chhupaa huaa hai miraa
vo kyaa khushi thi jo dil mein bahaal rahti thi
magar vajh nahin banti thi muskuraane ki
Ghazalग़ज़ल
saamne hote the pahle jis qadar hote the ham
सामने होते थे पहले जिस क़दर होते थे हम
isi jahaaz ke sahraa mein Duub jaane ki
इसी जहाज़ के सहरा में डूब जाने की
aankhein bujh jaaeingi sho'la rah jaaegaa
आँखें बुझ जाएँगी शो'ला रह जाएगा
bahut saa kaam to pahle hi kar liyaa main ne
बहुत सा काम तो पहले ही कर लिया मैं ने
bas yahi soch ke rahtaa huun main zinda is mein
बस यही सोच के रहता हूँ मैं ज़िंदा इस में
milaa rahaa huun tiraa husn kaaenaat ke saath
मिला रहा हूँ तिरा हुस्न काएनात के साथ





