zindagi kaT ga.i manate hue
ab irada hai ruuTh jaane ka

Farhat Shahzad
Farhat Shahzad
Sherशेर
See all 14 →zindagi kaT ga.i manate hue
ज़िंदगी कट गई मनाते हुए
ham se tanha.i ke maare nahin dekhe jaate
हम से तंहाई के मारे नहीं देखे जाते
aziiz mujh ko hain tufan sahilon se siva
अज़ीज़ मुझ को हैं तूफ़ान साहिलों से सिवा
tira vajud gavahi hai mere hone ki
तिरा वजूद गवाही है मेरे होने की
ye zamin khvab hai asman khvab hai
ये ज़मीं ख़्वाब है आसमाँ ख़्वाब है
itni pi jaa.e ki miT jaa.e main aur tu ki tamiz
इतनी पी जाए कि मिट जाए मैं और तू की तमीज़
Popular Sher & Shayari
28 totalham se tanha.i ke maare nahin dekhe jaate
bin tire chand sitare nahin dekhe jaate
aziiz mujh ko hain tufan sahilon se siva
isi liye hai khafa mera nakhuda mujh se
tira vajud gavahi hai mere hone ki
main apni zaat se inkar kis tarah karta
ye zamin khvab hai asman khvab hai
ik makan hi nahin la-makan khvab hai
itni pi jaa.e ki miT jaa.e main aur tu ki tamiz
yaani ye hosh ki divar gira di jaa.e
saut kyaa shai hai khaamushi kyaa hai
gham kise kahte hain khushi kyaa hai
itni pi jaae ki miT jaae main aur tu ki tamiz
yaani ye hosh ki divaar giraa di jaae
zindagi kaT gai manaate hue
ab iraada hai ruuTh jaane kaa
ham se tanhaai ke maare nahin dekhe jaate
bin tire chaand sitaare nahin dekhe jaate
aziiz mujh ko hain tufaan saahilon se sivaa
isi liye hai khafaa meraa naakhudaa mujh se
baat apni anaa ki hai varna
yuun to do haath par kinaaraa hai
Ghazalग़ज़ल
apni aankhon mein hasin khvaab sajaae rakkho
अपनी आँखों में हसीं ख़्वाब सजाए रक्खो
aamir-e-aql se 'shahzaad' baghaavat kar lein
आमिर-ए-अक़्ल से 'शहज़ाद' बग़ावत कर लें
aankh ko jakDe the kal khvaab azaabon ke
आँख को जकड़े थे कल ख़्वाब अज़ाबों के
dasht-e-vahshat ne phir pukaaraa hai
दश्त-ए-वहशत ने फिर पुकारा है
shaam kahti hai koi baat judaa si likkhun
शाम कहती है कोई बात जुदा सी लिक्खूँ
ranj ke haathon giit khushi ke likhvaao to baat bane
रंज के हाथों गीत ख़ुशी के लिखवाओ तो बात बने





