sitaron se shab-e-gham ka to daman jagmaga uThTha
magar aansu baha kar hijr ke maron ne kya paaya

Farooq Banspari
Farooq Banspari
Sherशेर
See all 8 →sitaron se shab-e-gham ka to daman jagmaga uThTha
सितारों से शब-ए-ग़म का तो दामन जगमगा उठ्ठा
nadim tarikh-e-fat.h-e-danish bas itna likh kar tamam kar de
नदीम तारीख़-ए-फ़तह-ए-दानिश बस इतना लिख कर तमाम कर दे
mire nakhuda na ghabra ye nazar hai apni apni
मिरे नाख़ुदा न घबरा ये नज़र है अपनी अपनी
yaqin mujhe bhi hai vo a.enge zarur magar
यक़ीं मुझे भी है वो आएँगे ज़रूर मगर
gham-e-ishq hi ne kaaTi gham-e-ishq ki musibat
ग़म-ए-इश्क़ ही ने काटी ग़म-ए-इश्क़ की मुसीबत
miri zindagi ka mahvar yahi soz-o-saz-e-hasti
मिरी ज़िंदगी का महवर यही सोज़-ओ-साज़-ए-हस्ती
Popular Sher & Shayari
16 totalnadim tarikh-e-fat.h-e-danish bas itna likh kar tamam kar de
ki shatiran-e-jahan ne akhir khud apni chalon se maat khaa.i
mire nakhuda na ghabra ye nazar hai apni apni
tire samne hai tufan mire samne kinara
yaqin mujhe bhi hai vo a.enge zarur magar
vafa karegi kahan tak ki zindagi hi to hai
gham-e-ishq hi ne kaaTi gham-e-ishq ki musibat
isi mauj ne Duboya isi mauj ne ubhara
miri zindagi ka mahvar yahi soz-o-saz-e-hasti
kabhi jazb-e-valhana kabhi zabt-e-arifana
sitaaron se shab-e-gham kaa to daaman jagmagaa uThThaa
magar aansu bahaa kar hijr ke maaron ne kyaa paayaa
gham-e-ishq hi ne kaaTi gham-e-ishq ki musibat
isi mauj ne Duboyaa isi mauj ne ubhaaraa
mire naakhudaa na ghabraa ye nazar hai apni apni
tire saamne hai tufaan mire saamne kinaaraa
yaqin mujhe bhi hai vo aaeinge zarur magar
vafaa karegi kahaan tak ki zindagi hi to hai
miri zindagi kaa mahvar yahi soz-o-saaz-e-hasti
kabhi jazb-e-vaalhaana kabhi zabt-e-aarifaana
nadim taarikh-e-fath-e-daanish bas itnaa likh kar tamaam kar de
ki shaatiraan-e-jahaan ne aakhir khud apni chaalon se maat khaai
Ghazalग़ज़ल
dil-e-izaa-talab le teraa kahnaa kar liyaa main ne
दिल-ए-ईज़ा-तलब ले तेरा कहना कर लिया मैं ने
khushi se phulein na ahl-e-sahraa abhi kahaan se bahaar aai
ख़ुशी से फूलें न अहल-ए-सहरा अभी कहाँ से बहार आई
tumhaare qasr-e-aazaadi ke me'maaron ne kyaa paayaa
तुम्हारे क़स्र-आज़ादी के मे'मारों ने क्या पाया
jo rahaa yuun hi salaamat miraa jazb-e-vaalhaana
जो रहा यूँ ही सलामत मिरा जज़्ब-ए-वालहाना
kohsaar kaa khugar hai na paaband-e-gulistaan
कोहसार का ख़ूगर है न पाबंद-ए-गुलिस्ताँ
kabhi be-niyaaz-e-makhzan kabhi dushman-e-kinaaraa
कभी बे-नियाज़-ए-मख़्ज़न कभी दुश्मन-ए-किनारा





