na kar shumar ki har shai gini nahin jaati
ye zindagi hai hisabon se ji nahin jaati

Fazl Tabish
Fazl Tabish
Sherशेर
See all 11 →na kar shumar ki har shai gini nahin jaati
न कर शुमार कि हर शय गिनी नहीं जाती
raat ko khvab bahut dekhe hain
रात को ख़्वाब बहुत देखे हैं
vahi do-char chehre ajnabi se
वही दो-चार चेहरे अजनबी से
ye suraj kyuun bhaTakta phir raha hai
ये सूरज क्यूँ भटकता फिर रहा है
suraj uncha ho kar mere angan men bhi aaya hai
सूरज ऊँचा हो कर मेरे आँगन में भी आया है
use malum hai main sar-phira huun
उसे मालूम है मैं सर-फिरा हूँ
Popular Sher & Shayari
22 totalraat ko khvab bahut dekhe hain
aaj gham kal se zara halka hai
vahi do-char chehre ajnabi se
unhin ko phir se dohrana paDega
ye suraj kyuun bhaTakta phir raha hai
mire andar utar jaata to sota
suraj uncha ho kar mere angan men bhi aaya hai
pahle nicha tha to unche minaron par baiTha tha
use malum hai main sar-phira huun
magar khush hai ki us ko chahta huun
vahi do-chaar chehre ajnabi se
unhin ko phir se dohraanaa paDegaa
use maalum hai main sar-phiraa huun
magar khush hai ki us ko chaahtaa huun
na kar shumaar ki har shai gini nahin jaati
ye zindagi hai hisaabon se ji nahin jaati
sunte hain ki in raahon mein majnun aur farhaad luTe
lekin ab aadhe raste se lauT ke vaapas jaae kaun
kamre mein aa ke baiTh gai dhuup mez par
bachchon ne khilkhilaa ke mujhe bhi jagaa diyaa
har ik shai khuun mein Duubi hui hai
koi is tarah se paidaa na hotaa
Ghazalग़ज़ल
jin khvaabon se niind uD jaae aise khvaab sajaae kaun
जिन ख़्वाबों से नींद उड़ जाए ऐसे ख़्वाब सजाए कौन
na kar shumaar ki har shai gini nahin jaati
न कर शुमार कि हर शय गिनी नहीं जाती
kali kali kaa badan phoD kar jo niklaa hai
कली कली का बदन फोड़ कर जो निकला है
milon ke shahr mein ghaTtaa huaa din sochtaa hogaa
मिलों के शहर में घटता हुआ दिन सोचता होगा
har ik darvaaza mujh par band hotaa
हर इक दरवाज़ा मुझ पर बंद होता
ye sannaaTaa bahut mahngaa paDegaa
ये सन्नाटा बहुत महँगा पड़ेगा





