hamare haath se vo bhi nikal gaya akhir
ki jis khayal men ham muddaton se kho.e the

Ghazanfar
Ghazanfar
Sherशेर
See all 13 →hamare haath se vo bhi nikal gaya akhir
हमारे हाथ से वो भी निकल गया आख़िर
rafta rafta ankhon ko hairani de kar ja.ega
रफ़्ता रफ़्ता आँखों को हैरानी दे कर जाएगा
daftar men zehn ghar pe nigah raste men paanv
दफ़्तर में ज़ेहन घर पे निगह रास्ते में पाँव
bach ke duniya se ghar chale aa.e
बच के दुनिया से घर चले आए
kal tak jo shaffaf the chehre avazon se khali the
कल तक जो शफ़्फ़ाफ़ थे चेहरे आवाज़ों से ख़ाली थे
na jaane kis tarah bistar men ghus kar baiTh jaati hain
न जाने किस तरह बिस्तर में घुस कर बैठ जाती हैं
Popular Sher & Shayari
26 totalrafta rafta ankhon ko hairani de kar ja.ega
khvabon ka ye shauq hamen virani de kar ja.ega
daftar men zehn ghar pe nigah raste men paanv
jiine ki kavishon men badan haath se gaya
bach ke duniya se ghar chale aa.e
ghar se bachne magar kidhar jaa.en
kal tak jo shaffaf the chehre avazon se khali the
aDi-tirchhi surkh lakiren un par bhi ab dekhoge
na jaane kis tarah bistar men ghus kar baiTh jaati hain
vo avazen jinhen ham roz bahar chhoD aate hain
hamaare haath se vo bhi nikal gayaa aakhir
ki jis khayaal mein ham muddaton se khoe the
rafta rafta aankhon ko hairaani de kar jaaegaa
khvaabon kaa ye shauq hamein viraani de kar jaaegaa
daftar mein zehn ghar pe nigah raaste mein paanv
jiine ki kaavishon mein badan haath se gayaa
har ek raat kahin duur bhaag jaataa huun
har ek subh koi mujh ko khinch laataa hai
na jaane kis tarah bistar mein ghus kar baiTh jaati hain
vo aavaazein jinhein ham roz baahar chhoD aate hain
kal tak jo shaffaaf the chehre aavaazon se khaali the
aaDi-tirchhi surkh lakirein un par bhi ab dekhoge
Ghazalग़ज़ल
dard ki kaun si manzil se guzarte honge
दर्द की कौन सी मंज़िल से गुज़रते होंगे
ajiib shakhs hai pahle mujhe hansaataa hai
अजीब शख़्स है पहले मुझे हँसाता है
kai aise bhi raste mein hamaare moD aate hain
कई ऐसे भी रस्ते में हमारे मोड़ आते हैं
taariki mein nuur kaa manzar suraj mein shab dekhoge
तारीकी में नूर का मंज़र सूरज में शब देखोगे
ye tamannaa nahin ki mar jaaein
ये तमन्ना नहीं कि मर जाएँ
kabhi to muund lein aankhein kabhi nazar kholein
कभी तो मूँद लें आँखे कभी नज़र खोलें





