"baghair samt ke chalna bhi kaam aa hi gaya fasil-e-shahr ke bahar bhi ek duniya thi"

Gulnar Aafreen
Gulnar Aafreen
Sherशेर
See all 20 →baghair samt ke chalna bhi kaam aa hi gaya
बग़ैर सम्त के चलना भी काम आ ही गया
safar ka rang hasin qurbaton ka hamil ho
सफ़र का रंग हसीं क़ुर्बतों का हामिल हो
kin shahidon ke lahu ke ye farozan hain charagh
किन शहीदों के लहू के ये फ़रोज़ाँ हैं चराग़
ek parchha.in tasavvur ki mire saath rahe
एक परछाईं तसव्वुर की मिरे साथ रहे
kaise rishte kaise naate jhuTe saare bandhan hain
कैसे रिश्ते कैसे नाते झूटे सारे बंधन हैं
'gulnar' maslahat ki zaban men na baat kar
'गुलनार' मस्लहत की ज़बाँ में न बात कर
Popular Sher & Shayari
40 total"safar ka rang hasin qurbaton ka hamil ho bahar ban ke koi ab to ham-safar aa.e"
"kin shahidon ke lahu ke ye farozan hain charagh raushni si jo hai zindan ke har ik rauzan men"
"ek parchha.in tasavvur ki mire saath rahe main tujhe bhulun magar yaad mujhe tu aa.e"
"kaise rishte kaise naate jhuTe saare bandhan hain chahat jaane qaid hai kab se nafrat ke tah-khanon men"
"'gulnar' maslahat ki zaban men na baat kar vo zahr pi ke dekh jo sachcha.iyon men hai"
kyaa baat hai kyuun shahr mein ab ji nahin lagtaa
haalaanki yahaan apne paraae bhi vahi hain
shaayad abhi kami si masihaaiyon mein hai
jo dard hai vo ruuh ki gahraaiyon mein hai
saudaa hai zamiron kaa har gaam tijaarat hai
chup huun to qayaamat hai bolun to baghaavat hai
kin shahidon ke lahu ke ye farozaan hain charaagh
raushni si jo hai zindaan ke har ik rauzan mein
ek parchhaain tasavvur ki mire saath rahe
main tujhe bhulun magar yaad mujhe tu aae
'gulnaar' maslahat ki zabaan mein na baat kar
vo zahr pi ke dekh jo sachchaaiyon mein hai
Ghazalग़ज़ल
shajar-e-umid bhi jal gayaa vo vafaa ki shaakh bhi jal gai
शजर-ए-उमीद भी जल गया वो वफ़ा की शाख़ भी जल गई
na saath degaa koi raah aashnaa meraa
न साथ देगा कोई राह आश्ना मेरा
aansu bhi vahi karb ke saae bhi vahi hain
आँसू भी वही कर्ब के साए भी वही हैं
ai shahr-e-sitam-pesha bataa kis ko sadaa duun
ऐ शहर-ए-सितम-पेशा बता किस को सदा दूँ
aankh mein ashk liye khaak liye daaman mein
आँख में अश्क लिए ख़ाक लिए दामन में
vo charaagh-e-zist ban kar raah mein jaltaa rahaa
वो चराग़-ए-ज़ीस्त बन कर राह में जलता रहा





