ab yahi mere mashaghil rah ga.e
sochna aur janib-e-dar dekhna

Hafeez Hoshiarpuri
Hafeez Hoshiarpuri
Sherशेर
See all 24 →ab yahi mere mashaghil rah ga.e
अब यही मेरे मशाग़िल रह गए
mohabbat karne vaale kam na honge
मोहब्बत करने वाले कम न होंगे
dosti aam hai lekin ai dost
दोस्ती आम है लेकिन ऐ दोस्त
zamane bhar ke gham ya ik tira gham
ज़माने भर के ग़म या इक तिरा ग़म
agar tu ittifaqan mil bhi jaa.e
अगर तू इत्तिफ़ाक़न मिल भी जाए
ye tamiz-e-ishq-o-havas nahin hai haqiqaton se gurez hai
ये तमीज़-ए-इश्क़-ओ-हवस नहीं है हक़ीक़तों से गुरेज़ है
Popular Sher & Shayari
48 totalmohabbat karne vaale kam na honge
tiri mahfil men lekin ham na honge
dosti aam hai lekin ai dost
dost milta hai baDi mushkil se
zamane bhar ke gham ya ik tira gham
ye gham hoga to kitne gham na honge
agar tu ittifaqan mil bhi jaa.e
tiri furqat ke sadme kam na honge
ye tamiz-e-ishq-o-havas nahin hai haqiqaton se gurez hai
jinhen ishq se sarokar hai vo zarur ahl-e-havas bhi hain
aah marg-e-aadmi par aadmi roe bahut
koi bhi royaa na marg-e-aadamiyyat ke liye
tiri talaash mein jab ham kabhi nikalte hain
ik ajnabi ki tarah raaste badalte hain
ham ko manzil ne bhi gumraah kiyaa
raaste nikle kai manzil se
dosti aam hai lekin ai dost
dost miltaa hai baDi mushkil se
zamaane bhar ke gham yaa ik tiraa gham
ye gham hogaa to kitne gham na honge
mohabbat karne vaale kam na honge
tiri mahfil mein lekin ham na honge
Ghazalग़ज़ल
raushni si kabhi kabhi dil mein
रौशनी सी कभी कभी दिल में
ab koi aarzu nahin zauq-e-payaam ke sivaa
अब कोई आरज़ू नहीं शौक़-ए-पयाम के सिवा
gar us kaa silsila bhi umr-e-jaavedaan se mile
गर उस का सिलसिला भी उम्र-ए-जावेदाँ से मिले
phir se aaraaish-e-hasti ke jo saamaan honge
फिर से आराइश-ए-हस्ती के जो सामाँ होंगे
na puchh kyuun miri aankhon mein aa gae aansu
न पूछ क्यूँ मिरी आँखों में आ गए आँसू
gham-e-aafaaq hai rusvaa gham-e-dil-bar ban ke
ग़म-ए-आफ़ाक़ है रुस्वा ग़म-ए-दिल-बर बन के





