muddaten guzrin mulaqat hui thi tum se
phir koi aur na aaya nazar a.ine men

Haneef Kaifi
Haneef Kaifi
Sherशेर
See all 11 →muddaten guzrin mulaqat hui thi tum se
मुद्दतें गुज़रीं मुलाक़ात हुई थी तुम से
apne kandhon pe liye phirta huun apni hi salib
अपने काँधों पे लिए फिरता हूँ अपनी ही सलीब
ana ana ke muqabil hai raah kaise khule
अना अना के मुक़ाबिल है राह कैसे खुले
apni janib nahin ab lauTna mumkin mera
अपनी जानिब नहीं अब लौटना मुमकिन मेरा
shab-e-daraz ka hai qissa mukhtasar 'kaifi'
शब-ए-दराज़ का है क़िस्सा मुख़्तसर 'कैफ़ी'
tamam aalam se moD kar munh main apne andar sama gaya huun
तमाम आलम से मोड़ कर मुँह मैं अपने अंदर समा गया हूँ
Popular Sher & Shayari
22 totalapne kandhon pe liye phirta huun apni hi salib
khud miri maut ka matam hai mire jiine men
ana ana ke muqabil hai raah kaise khule
ta.alluqat men haa.il hai baat ki divar
apni janib nahin ab lauTna mumkin mera
Dhal gaya huun main sarapa tire a.ine men
shab-e-daraz ka hai qissa mukhtasar 'kaifi'
hui sahar ke ujalon men gum charagh ki lau
tamam aalam se moD kar munh main apne andar sama gaya huun
mujhe na avaz de zamane main apni avaz sun raha huun
anaa anaa ke muqaabil hai raah kaise khule
taalluqaat mein haail hai baat ki divaar
shab-e-daraaz kaa hai qissa mukhtasar 'kaifi'
hui sahar ke ujaalon mein gum charaagh ki lau
bikhar ke ret hue hain vo khvaab dekhe hain
miri nigaah ne kitne saraab dekhe hain
koi bhi rut ho mili hai dukhon ki fasl hamein
jo mausam aayaa hai us ke itaab dekhe hain
sab nazar aate hain chehre gard gard
kyaa hue be-aab aaine tamaam
apni jaanib nahin ab lauTnaa mumkin meraa
Dhal gayaa huun main saraapaa tire aaine mein
Ghazalग़ज़ल
banaa ke toDti hai daaere charaagh ki lau
बना के तोड़ती है दाएरे चराग़ की लौ
hai raah-rau ke hue haadsaat ki divaar
है राह-रौ के हुए हादसात की दीवार
tamaam aalam se moD kar munh main apne andar samaa gayaa huun
तमाम आलम से मोड़ कर मुँह मैं अपने अंदर समा गया हूँ
kyaa moD 'ajab aayaa ye rishton ke safar mein
क्या मोड़ 'अजब आया ये रिश्तों के सफ़र में
bikhar ke ret hue hain vo khvaab dekhe hain
बिखर के रेत हुए हैं वो ख़्वाब देखे हैं
har ik kamaal ko dekhaa jo ham ne ru ba-zavaal
हर इक कमाल को देखा जो हम ने रू ब-ज़वाल





