kal yahi bachche samundar ko muqabil pa.enge
aaj tairate hain jo kaghaz ki nannhi kashtiyan

Hasan Akbar Kamal
Hasan Akbar Kamal
Sherशेर
See all 11 →kal yahi bachche samundar ko muqabil pa.enge
कल यही बच्चे समुंदर को मुक़ाबिल पाएँगे
ek diya kab rok saka hai raat ko aane se
एक दिया कब रोक सका है रात को आने से
ga.e dinon men rona bhi to kitna sachcha tha
गए दिनों में रोना भी तो कितना सच्चा था
baDon ne us ko chhin liya hai bachchon se
बड़ों ने उस को छीन लिया है बच्चों से
bana.e jaata tha main apne haath ko kashkol
बनाए जाता था मैं अपने हाथ को कश्कोल
diye bujhati rahi dil bujha sake to bujha.e
दिए बुझाती रही दिल बुझा सके तो बुझाए
Popular Sher & Shayari
22 totalek diya kab rok saka hai raat ko aane se
lekin dil kuchh sambhla to ik diya jalane se
ga.e dinon men rona bhi to kitna sachcha tha
dil halka ho jaata tha jab ashk bahane se
baDon ne us ko chhin liya hai bachchon se
khabar nahin ab kya ho haal khilaune ka
bana.e jaata tha main apne haath ko kashkol
so meri ruuh men khanjar utarta jaata tha
diye bujhati rahi dil bujha sake to bujha.e
hava ke samne ye imtihan rakhna hai
kal yahi bachche samundar ko muqaabil paaeinge
aaj tairaate hain jo kaaghaz ki nannhi kashtiyaan
baDon ne us ko chhin liyaa hai bachchon se
khabar nahin ab kyaa ho haal khilaune kaa
banaae jaataa thaa main apne haath ko kashkol
so meri ruuh mein khanjar utartaa jaataa thaa
na TuuTe aur kuchh din tujh se rishta is tarah meraa
mujhe barbaad kar de tu magar aahista aahista
diye bujhaati rahi dil bujhaa sake to bujhaae
havaa ke saamne ye imtihaan rakhnaa hai
vafaa parchhaain ki andhi parastish
mohabbat naam hai mahrumiyon kaa
Ghazalग़ज़ल
mire badan pe qabaa-e-anaa salaamat thi
मिरे बदन पे क़बा-ए-अना सलामत थी
duniyaa mein kitne rang nazar aaeinge nae
दुनिया में कितने रंग नज़र आएँगे नए
duudh jaisaa jhaag lahrein ret aur ye sipiyaan
दूध जैसा झाग लहरें रेत और ये सीपियाँ
saffaak saraab se ziyaada
सफ़्फ़ाक सराब से ज़ियादा
aaj bhi teri hi surat hai muqaabil mere
आज भी तेरी ही सूरत है मुक़ाबिल मेरे
ghazal mein husn kaa us ke bayaan rakhnaa hai
ग़ज़ल में हुस्न का उस के बयान रखना है





