zahida kis husn-e-gandum-e-gun pe hai teri nigah
aaj tu meri nazar men guna-e-adam laga

Hasrat Azimabadi
Hasrat Azimabadi
Sherशेर
See all 26 →zahida kis husn-e-gandum-e-gun pe hai teri nigah
ज़ाहिदा किस हुस्न-ए-गंदुम-गूँ पे है तेरी निगाह
zulf-e-kalmunhi ko pyare itna bhi sar mat chaDha
ज़ुल्फ़-ए-कलमूँही को प्यारे इतना भी सर मत चढ़ा
khelen aapas men pari-chehra jahan zulfen khol
खेलें आपस में परी-चेहरा जहाँ ज़ुल्फ़ें खोल
makhuz hoge shaikh-e-riya-kar roz-e-hashr
माख़ूज़ होगे शैख़-ए-रिया-कार रोज़-ए-हश्र
mohabbat ek tarah ki niri samajat hai
मोहब्बत एक तरह की निरी समाजत है
rahe hai naqsh mere chashm-o-dil par yuun tiri surat
रहे है नक़्श मेरे चश्म-ओ-दिल पर यूँ तिरी सूरत
Popular Sher & Shayari
52 totalzulf-e-kalmunhi ko pyare itna bhi sar mat chaDha
be-mahaba munh pe tere paanv karti hai daraz
khelen aapas men pari-chehra jahan zulfen khol
kaun puchhe hai vahan hal-e-pareshan mera
makhuz hoge shaikh-e-riya-kar roz-e-hashr
paDhte ho tum azaab ki ayat be-tarah
mohabbat ek tarah ki niri samajat hai
main chhoDun huun tiri ab justuju hua so hua
rahe hai naqsh mere chashm-o-dil par yuun tiri surat
musavvir ki nazar men jis tarah tasvir phirti hai
mai-kashi mein rakhte hain ham mashrab-e-durd-e-sharaab
jaam-e-mai chaltaa jahaan dekhaa vahaan par jam gae
main 'hasrat' mujtahid huun but-parasti ki tariqat kaa
na puchho mujh ko kaisaa kufr hai islaam kyaa hogaa
ham na jaanein kis taraf kaaba hai aur kidhar hai dair
ek rahti hai yahi us dar pe jaane ki khabar
zaahidaa kis husn-e-gandum-e-gun pe hai teri nigaah
aaj tu meri nazar mein guna-e-aadam lagaa
saugand hai hasrat mujhe ejaaz-e-sukhan ki
ye sehr hain jaadu hain na ashaar hain tere
bhar ke nazar yaar na dekhaa kabhi
jab gayaa aankh hi bhar kar gayaa
Ghazalग़ज़ल
hai yaad tujh se meraa vo sharh-e-haal denaa
है याद तुझ से मेरा वो शर्ह-ए-हाल देना
aae hain ham jahaan mein gham le kar
आए हैं हम जहाँ में ग़म ले कर
kare aashiq pe vo bedaad jitnaa us kaa ji chaahe
करे आशिक़ पे वो बेदाद जितना उस का जी चाहे
har taraf hai us se mere dil ke lag jaane mein dhuum
हर तरफ़ है उस से मेरे दिल के लग जाने में धूम
rakhaa paa jahaan mein nagaaraa zamin par
रखा पा जहाँ में नगारा ज़मीं पर
kab talak ham ko na aavegaa nazar dekhein to
कब तलक हम को न आवेगा नज़र देखें तो





