mujh se jaldi haar kar mera harif
jitne ka lutf saara le gaya

Hastimal Hasti
Hastimal Hasti
Sherशेर
See all 15 →mujh se jaldi haar kar mera harif
मुझ से जल्दी हार कर मेरा हरीफ़
lutf aram ka tu kya jaane
लुत्फ़ आराम का तू क्या जाने
teri bina.i kisi din chhin lega dekhna
तेरी बीनाई किसी दिन छीन लेगा देखना
khel zindagi ke tum khelte raho yaaro
खेल ज़िंदगी के तुम खेलते रहो यारो
pyaar ka pahla khat likhne men vaqt to lagta hai
प्यार का पहला ख़त लिखने में वक़्त तो लगता है
ye tajraba hua hai mohabbat ki raah men
ये तजरबा हुआ है मोहब्बत की राह में
Popular Sher & Shayari
30 totallutf aram ka tu kya jaane
kabhi ai vaqt Thahr mere saath
teri bina.i kisi din chhin lega dekhna
der tak rahna tira ye a.inon ke darmiyan
khel zindagi ke tum khelte raho yaaro
haar jiit koi bhi akhiri nahin hoti
pyaar ka pahla khat likhne men vaqt to lagta hai
na.e parindon ko uDne men vaqt to lagta hai
ye tajraba hua hai mohabbat ki raah men
kho kar mila jo ham ko vo pa kar nahin mila
khel zindagi ke tum khelte raho yaaro
haar jiit koi bhi aakhiri nahin hoti
pyaar kaa pahlaa khat likhne mein vaqt to lagtaa hai
nae parindon ko uDne mein vaqt to lagtaa hai
kuchh aur sabaq ham ko zamaane ne sikhaae
kuchh aur sabaq ham ne kitaabon mein paDhe the
hamein pasand nahin jang mein bhi makkaari
jise nishaane pe rakkhein bataa ke rakhte hain
kahin khulus kahin dosti kahin pe vafaa
baDe qarine se ghar ko sajaa ke rakhte hain
khud charaagh ban ke jal vaqt ke andhere mein
bhiik ke ujaalon se raushni nahin hoti
Ghazalग़ज़ल
charaagh dil kaa muqaabil havaa ke rakhte hain
चराग़ दिल का मुक़ाबिल हवा के रखते हैं
is baar mile hain gham kuchh aur tarah se bhi
इस बार मिले हैं ग़म कुछ और तरह से भी
sirf khayaalon mein na rahaa kar
सिर्फ़ ख़यालों में न रहा कर
shishe ke muqaddar mein badal kyuun nahin hotaa
शीशे के मुक़द्दर में बदल क्यूँ नहीं होता
ye mumkin hai ki mil jaaein tiri khoi hui chizein
ये मुमकिन है कि मिल जाएँ तिरी खोई हुई चीज़ें
DhunDaa hai har jagah pa kahin par nahin milaa
ढूँडा है हर जगह प कहीं पर नहीं मिला





