tiri tarif karne lag gaya huun
mohabbat ne diyanat chhin li hai

Idris Azad
Idris Azad
Sherशेर
See all 22 →tiri tarif karne lag gaya huun
तिरी तारीफ़ करने लग गया हूँ
nahin nahin main akela to dil-girafta na tha
नहीं नहीं मैं अकेला तो दिल-गिरफ़्ता न था
main ne jitne bhi log dekhe hain
मैं ने जितने भी लोग देखे हैं
jab chhoD gaya tha to kahan chhoD gaya tha
जब छोड़ गया था तो कहाँ छोड़ गया था
main khud udaas khaDa tha kaTe darakht ke paas
मैं ख़ुद उदास खड़ा था कटे दरख़्त के पास
main apne aap se rahta huun duur eid ke din
मैं अपने आप से रहता हूँ दूर ईद के दिन
Popular Sher & Shayari
44 totalnahin nahin main akela to dil-girafta na tha
shajar bhi baiTha tha mujh se kamar laga.e hue
main ne jitne bhi log dekhe hain
sab ke sinon men rog dekhe hain
jab chhoD gaya tha to kahan chhoD gaya tha
lauTa hai to lagta hai ki ab chhoD gaya hai
main khud udaas khaDa tha kaTe darakht ke paas
parinda uD ke mire haath par utar aaya
main apne aap se rahta huun duur eid ke din
ik ajnabi sa takalluf na.e libas men hai
tire rang-o-bu ko bhi dekhte na khayaal thaa na majaal thi
jo sakat mili tujhe dekhne ki to rang-o-bu se nikal gae
main ne jitne bhi log dekhe hain
sab ke sinon mein rog dekhe hain
khinch laati hai samundar se jazire sar-e-aab
jab miri aankh ko manzar ki tamanna ho jaae
itne zaalim na bano kuchh to muravvat sikho
tum pe marte hain to kyaa maar hi Daaloge hamein
main to itnaa bhi samajhne se rahaa hon qaasir
raah takne ke sivaa aankh kaa maqsad kyaa hai
tum ne taaron ko rahnumaa jaanaa
ham ne taaron ki rahnumaai ki
Ghazalग़ज़ल
main apne ishq mein paiham zavaal dekhtaa huun
मैं अपने इश्क़ में पैहम ज़वाल देखता हूँ
vafur-e-sher hai aur raat hone vaali hai
वफ़ूर-ए-शेर है और रात होने वाली है
mire vaaste vo adam hue jo saf-e-adu se nikal gae
मिरे वास्ते वो अदम हुए जो सफ़-ए-अदू से निकल गए
chaman ki sair bhi kaafi rahi anaa ke liye
चमन की सैर भी काफ़ी रही अना के लिए
sabr se TuuTaa huaa zabt se haaraa huaa main
सब्र से टूटा हुआ ज़ब्त से हारा हुआ मैं
tumhaare husn ke jalve baham nahin hain miyaan
तुम्हारे हुस्न के जल्वे बहम नहीं हैं मियाँ





