TuuT sakta hai chhalak sakta hai chhin sakta hai
itna soche to koi jaam uchhale kaise

Idris Babar
Idris Babar
Sherशेर
See all 40 →TuuT sakta hai chhalak sakta hai chhin sakta hai
टूट सकता है छलक सकता है छिन सकता है
vo mujhe dekh kar khamosh raha
वो मुझे देख कर ख़मोश रहा
tamam dost alaav ke gird jam.a the aur
तमाम दोस्त अलाव के गिर्द जम्अ थे और
haath duniya ka bhi hai dil ki kharabi men bahut
हाथ दुनिया का भी है दिल की ख़राबी में बहुत
maut ki pahli alamat sahib
मौत की पहली अलामत साहिब
dard ka dil ka shaam ka bazm ka mai ka jaam ka
दर्द का दिल का शाम का बज़्म का मय का जाम का
Popular Sher & Shayari
80 totalvo mujhe dekh kar khamosh raha
aur ik shor mach gaya mujh men
tamam dost alaav ke gird jam.a the aur
har ek apni kahani sunane vaala tha
haath duniya ka bhi hai dil ki kharabi men bahut
phir bhi ai dost tiri ek nazar se kam hai
maut ki pahli alamat sahib
yahi ehsas ka mar jaana hai
dard ka dil ka shaam ka bazm ka mai ka jaam ka
rang badal badal gaya ek nazar ke saath saath
pachaas miil hai khushki se bahriya-town
bas ek ghanTe mein achchhaa zamaana aataa hai
kahaaniyon ne miri aadatein bigaaDi thiin
main sirf sach ko zafar-yaab dekh saktaa thaa
dil ki ik ek kharaabi kaa sabab jaante hain
phir bhi mumkin hai ki ham tum se muravvat kar jaaein
reg-e-dil mein kai naadida parinde bhi hain dafn
sochte honge ki dariyaa ki ziyaarat kar jaaein
haan ai ghubaar-e-aashnaa main bhi thaa ham-safar tiraa
pi gaiin manzilein tujhe khaa gae raaste mujhe
ik khauf-zada saa shakhs ghar tak
pahunchaa kai raaston mein baT kar
Ghazalग़ज़ल
is se phulon vaale bhi aajiz aa gae hain
इस से फूलों वाले भी आजिज़ आ गए हैं
dekh na is tarah guzaar arsa-e-chashm se mujhe
देख न इस तरह गुज़ार अर्सा-ए-चश्म से मुझे
yahaan se chaaron taraf raaste nikalte hain
यहाँ से चारों तरफ़ रास्ते निकलते हैं
ab masaafat mein to aaraam nahin aa saktaa
अब मसाफ़त में तो आराम नहीं आ सकता
bhaai khudaa ke bande jaanein dil ko jaise raam kiyaa
भाई ख़ुदा के बंदे जानें दिल को जैसे राम किया
matla ghazal kaa ghair zaruri kyaa kyuun kab kaa hissa hai
मतला ग़ज़ल का ग़ैर ज़रूरी क्या क्यूँ कब का हिस्सा है





