jis ghaDi aaya palaT kar ik mira bichhDa hua
aam se kapDon men tha vo phir bhi shahzada laga

Iftikhar Naseem
Iftikhar Naseem
Sherशेर
See all 21 →jis ghaDi aaya palaT kar ik mira bichhDa hua
जिस घड़ी आया पलट कर इक मिरा बिछड़ा हुआ
us ke chehre ki chamak ke samne saada laga
उस के चेहरे की चमक के सामने सादा लगा
mujh se nafrat hai agar us ko to iz.har kare
मुझ से नफ़रत है अगर उस को तो इज़हार करे
agarche phuul ye apne liye kharide hain
अगरचे फूल ये अपने लिए ख़रीदे हैं
taaq par juzdan men lipTi dua.en rah ga.iin
ताक़ पर जुज़दान में लिपटी दुआएँ रह गईं
hazar talkh hon yaden magar vo jab bhi mile
हज़ार तल्ख़ हों यादें मगर वो जब भी मिले
Popular Sher & Shayari
42 totalus ke chehre ki chamak ke samne saada laga
asman pe chand puura tha magar aadha laga
mujh se nafrat hai agar us ko to iz.har kare
kab main kahta huun mujhe pyaar hi karta jaa.e
agarche phuul ye apne liye kharide hain
koi jo puchhe to kah dunga us ne bheje hain
taaq par juzdan men lipTi dua.en rah ga.iin
chal diye beTe safar par ghar men maa.en rah ga.iin
hazar talkh hon yaden magar vo jab bhi mile
zaban pe achchhe dinon ka hi za.iqa rakhna
us ke chehre ki chamak ke saamne saada lagaa
aasmaan pe chaand puuraa thaa magar aadhaa lagaa
agarche phuul ye apne liye kharide hain
koi jo puchhe to kah dungaa us ne bheje hain
is qadar bhi to na jazbaat pe qaabu rakkho
thak gae ho to mire kaandhe pe baazu rakkho
hazaar talkh hon yaadein magar vo jab bhi mile
zabaan pe achchhe dinon kaa hi zaaiqa rakhnaa
kaTi hai umr kisi aabdoz kashti mein
safar tamaam huaa aur kuchh nahin dekhaa
mujh se nafrat hai agar us ko to izhaar kare
kab main kahtaa huun mujhe pyaar hi kartaa jaae
Ghazalग़ज़ल
ban gayaa hai jism guzre qaafilon ki gard saa
बन गया है जिस्म गुज़रे क़ाफ़िलों की गर्द सा
mishal-e-ummid thaamo rahnumaa jaisaa bhi hai
मिशअल-ए-उम्मीद थामो रहनुमा जैसा भी है
mire nuqush tire zehn se miTaa degaa
मिरे नुक़ूश तिरे ज़ेहन से मिटा देगा
sazaa hi di hai duaaon mein bhi asar de kar
सज़ा ही दी है दुआओं में भी असर दे कर
phuul gaalon ko to aankhon ko kanval kahtaa rahaa
फूल गालों को तो आँखों को कँवल कहता रहा
lagegaa ajnabi ab kyon na shahr bhar mujh ko
लगेगा अजनबी अब क्यों न शहर भर मुझ को





