sankaT ke din the to saa.e bhi mujh se katrate the
sukh ke din aa.e to dekho duniya mere saath hui

Imam Azam
Imam Azam
Sherशेर
See all 10 →sankaT ke din the to saa.e bhi mujh se katrate the
संकट के दिन थे तो साए भी मुझ से कतराते थे
un ke rukhsat ka vo lamha mujhe yuun lagta hai
उन के रुख़्सत का वो लम्हा मुझे यूँ लगता है
jo maze aaj tire gham ke azabon men mile
जो मज़े आज तिरे ग़म के अज़ाबों में मिले
mausam sukha sukha sa tha lekin ye kya baat hui
मौसम सूखा सूखा सा था लेकिन ये क्या बात हुई
duniya ki ik riit purani, milna aur bichhaDna hai
दुनिया की इक रीत पुरानी, मिलना और बिछड़ना है
teri khushbu se mo.attar hai zamana saara
तेरी ख़ुशबू से मोअत्तर है ज़माना सारा
Popular Sher & Shayari
20 totalun ke rukhsat ka vo lamha mujhe yuun lagta hai
vaqt naraz hua din bhi Dhala ho jaise
jo maze aaj tire gham ke azabon men mile
aisi lazzat kahan saaqi ki sharabon men mile
mausam sukha sukha sa tha lekin ye kya baat hui
keval us ke kamre men hi raat ga.e barsat hui
duniya ki ik riit purani, milna aur bichhaDna hai
ek zamana biit gaya hai tum kab milne aaoge
teri khushbu se mo.attar hai zamana saara
kaise mumkin hai vo khushbu bhi gulabon men mile
sankaT ke din the to saae bhi mujh se katraate the
sukh ke din aae to dekho duniyaa mere saath hui
har taraf ik jang kaa maahaul hai 'aazam' yahaan
aadmi ab ghar ke bhi andar salaamat hai kahaan
duniyaa ki ik riit puraani, milnaa aur bichhaDnaa hai
ek zamaana biit gayaa hai tum kab milne aaoge
teri khushbu se moattar hai zamaana saaraa
kaise mumkin hai vo khushbu bhi gulaabon mein mile
kisi ki baat koi bad-gumaan na samjhegaa
zamin kaa dard kabhi aasmaan na samjhegaa
gesu o rukhsaar ki baatein karein
aao mil kar pyaar ki baatein karein
Ghazalग़ज़ल
shahr mein ole paDe hain sar salaamat hai kahaan
शहर में ओले पड़े हैं सर सलामत है कहाँ
suraj ki mizaan liye ham, vo the barf ki baaT liye
सूरज की मीज़ान लिए हम, वो थे बर्फ़ की बाट लिए
gard-o-ghubaar dhuup ke aanchal pe chhaa gae
गर्द-ओ-ग़ुबार धूप के आँचल पे छा गए
sach bolne vaale ko hi ilzaam milegaa
सच बोलने वाले को ही इल्ज़ाम मिलेगा
TimTimaataa huaa mandir kaa diyaa ho jaise
टिमटिमाता हुआ मंदिर का दिया हो जैसे
qad baDhaane ke liye baunon ki basti mein chalo
क़द बढ़ाने के लिए बौनों की बस्ती में चलो





