pukarte the mujhe asman magar main ne
qayam karne ko ye khak-dan pasand kiya

Inam Nadeem
Inam Nadeem
Sherशेर
See all 16 →pukarte the mujhe asman magar main ne
पुकारते थे मुझे आसमाँ मगर मैं ने
ek lamha lauT kar aaya nahin
एक लम्हा लौट कर आया नहीं
dariya ko kinare se kya dekhte rahte ho
दरिया को किनारे से क्या देखते रहते हो
bujh ja.ega ik roz tiri yaad ka shola
बुझ जाएगा इक रोज़ तिरी याद का शोला
jiye garche isi duniya men ham bhi
जिए गरचे इसी दुनिया में हम भी
jis roz tire hijr se fursat men rahunga
जिस रोज़ तिरे हिज्र से फ़ुर्सत में रहूँगा
Popular Sher & Shayari
32 totalek lamha lauT kar aaya nahin
ye baras bhi ra.egan rukhsat hua
dariya ko kinare se kya dekhte rahte ho
andar se kabhi dekho kaisa nazar aata hai
bujh ja.ega ik roz tiri yaad ka shola
lekin mire siine men dhuan yuun hi rahega
jiye garche isi duniya men ham bhi
magar duniya hamari aur hi thi
jis roz tire hijr se fursat men rahunga
malum nahin kaun si vahshat men rahunga
bujh jaaegaa ik roz tiri yaad kaa shola
lekin mire siine mein dhuaan yuun hi rahegaa
ye mohabbat bhi ek neki hai
is ko dariyaa mein Daal aate hain
apni hi ravaani mein bahtaa nazar aataa hai
ye shahr bulandi se dariyaa nazar aataa hai
jiye garche isi duniyaa mein ham bhi
magar duniyaa hamaari aur hi thi
pukaarte the mujhe aasmaan magar main ne
qayaam karne ko ye khaak-daan pasand kiyaa
ham Thahre raheinge kisi taabir ko thaame
aankhon mein koi khvaab ravaan yuun hi rahegaa
Ghazalग़ज़ल
koi baagh saa sajaa huaa mire saamne
कोई बाग़ सा सजा हुआ मिरे सामने
ye manzar be-dar-o-divaar hotaa
ये मंज़र बे-दर-ओ-दीवार होता
raaste jis taraf bulaate hain
रास्ते जिस तरफ़ बुलाते हैं
aankh ne dhoka khaayaa thaa yaa saayaa thaa
आँख ने धोका खाया था या साया था
paDtaa thaa is khayaal kaa saayaa yahin kahin
पड़ता था इस ख़याल का साया यहीं कहीं
hamein to intizaari aur hi thi
हमें तो इंतिज़ारी और ही थी





