"'jalal' ahd-e-javani hai doge dil sau baar abhi ki tauba nahin e'tibar ke qabil"

Jalal Lakhnavi
Jalal Lakhnavi
Sherशेर
See all 12 →'jalal' ahd-e-javani hai doge dil sau baar
'जलाल' अहद-ए-जवानी है दोगे दिल सौ बार
va.ada kyuun baar baar karte ho
वा'दा क्यूँ बार बार करते हो
ishq ki choT ka kuchh dil pe asar ho to sahi
इश्क़ की चोट का कुछ दिल पे असर हो तो सही
shab ko mai khuub si pi sub.h ko tauba kar li
शब को मय ख़ूब सी पी सुब्ह को तौबा कर ली
main ne puchha ki hai kya shaghl to hans kar bole
मैं ने पूछा कि है क्या शग़्ल तो हँस कर बोले
ik raat dil-jalon ko ye aish-e-visal de
इक रात दिल-जलों को ये ऐश-विसाल दे
Popular Sher & Shayari
24 total"va.ada kyuun baar baar karte ho khud ko be-e'tibar karte ho"
"ishq ki choT ka kuchh dil pe asar ho to sahi dard kam ho ya ziyada ho magar ho to sahi"
"shab ko mai khuub si pi sub.h ko tauba kar li rind ke rind rahe haath se jannat na ga.i"
"main ne puchha ki hai kya shaghl to hans kar bole aaj kal ham tere marne ki dua karte hain"
"ik raat dil-jalon ko ye aish-e-visal de phir chahe asman jahannam men Daal de"
ishq ki choT kaa kuchh dil pe asar ho to sahi
dard kam ho yaa ziyaada ho magar ho to sahi
ik raat dil-jalon ko ye aish-e-visaal de
phir chaahe aasmaan jahannam mein Daal de
gai thi kah ke main laati huun zulf-e-yaar ki bu
phiri to baad-e-sabaa kaa dimaagh bhi na milaa
na ho barham jo bosa be-ijaazat le liyaa main ne
chalo jaane do betaabi mein aisaa ho hi jaataa hai
'jalaal' ahd-e-javaani hai doge dil sau baar
abhi ki tauba nahin e'tibaar ke qaabil
jis ne kuchh ehsaan kiyaa ik bojh sar par rakh diyaa
sar se tinkaa kyaa utaaraa sar pe chhappar rakh diyaa
Ghazalग़ज़ल
tasavvur ham ne jab teraa kiyaa pesh-e-nazar paayaa
तसव्वुर हम ने जब तेरा किया पेश-ए-नज़र पाया
kyuun vasl mein bhi aankh milaai nahin jaati
क्यूँ वस्ल में भी आँख मिलाई नहीं जाती
jaane vaalaa iztiraab-e-dil nahin
जाने वाला इज़्तिराब-ए-दिल नहीं
yaad aa ke tiri hijr mein samjhaaegi kis ko
याद आ के तिरी हिज्र में समझाएगी किस को
miri shaaki hai khud meri fughaan tak
मिरी शाकी है ख़ुद मेरी फ़ुग़ाँ तक
de sanam hukm tu dar par tire haazir ho kar
दे सनम हुक्म तू दर पर तिरे हाज़िर हो कर





