jalane vaale jalate hi hain charagh akhir
ye kya kaha ki hava tez hai zamane ki

Jameel Mazhari
Jameel Mazhari
Sherशेर
See all 11 →jalane vaale jalate hi hain charagh akhir
जलाने वाले जलाते ही हैं चराग़ आख़िर
ham mohabbat ka sabaq bhuul ga.e
हम मोहब्बत का सबक़ भूल गए
kise khabar thi ki le kar charagh-e-mustafavi
किसे ख़बर थी कि ले कर चिराग़-मुस्तफ़वी
ba-qadr-e-paimana-e-takhayyul surur har dil men hai khudi ka
ब-क़द्र-ए-पैमाना-ए-तख़य्युल सुरूर हर दिल में है ख़ुदी का
aaya ye kaun saya-e-zulf-e-daraz men
आया ये कौन साया-ए-ज़ुल्फ़-ए-दराज़ में
inhi hairat-zada ankhon se dekhe hain vo aansu bhi
इन्ही हैरत-ज़दा आँखों से देखे हैं वो आँसू भी
Popular Sher & Shayari
22 totalham mohabbat ka sabaq bhuul ga.e
teri ankhon ne paDhaya kya hai
kise khabar thi ki le kar charagh-e-mustafavi
jahan men aag lagati phiregi bu-lahabi
ba-qadr-e-paimana-e-takhayyul surur har dil men hai khudi ka
agar na ho ye fareb-e-paiham to dam nikal jaa.e aadmi ka
aaya ye kaun saya-e-zulf-e-daraz men
peshani-e-sahar ka ujala liye hue
inhi hairat-zada ankhon se dekhe hain vo aansu bhi
jo aksar dhuup men mehnat ki peshani se Dhalte hain
jalaane vaale jalaate hi hain charaagh aakhir
ye kyaa kahaa ki havaa tez hai zamaane ki
ham mohabbat kaa sabaq bhuul gae
teri aankhon ne paDhaayaa kyaa hai
hone do charaaghaan mahlon mein kyaa ham ko agar divaali hai
mazdur hain ham mazdur hain ham mazdur ki duniyaa kaali hai
kise khabar thi ki le kar charaagh-e-mustafavi
jahaan mein aag lagaati phiregi bu-lahabi
nahin afsun hi ko afsaane ki manzil maalum
ghalat aaghaaz kaa hotaa hi hai anjaam ghalat
ai sajda-farosh-e-ku-e-butaan har sar ke liye ik chaukhaT hai
ye bhi koi shaan-e-ishq hui jis dar pe gae sar phoD liyaa
Ghazalग़ज़ल
bahut mushkil hai paas-e-lazzat-e-dard-e-jigar karnaa
बहुत मुश्किल है पास-ए-लज़्ज़त-ए-दर्द-ए-जिगर करना
main kyaa bataaun ki tu kyaa hai aur kyaa huun main
मैं क्या बताऊँ कि तू क्या है और क्या हूँ मैं
kaho na ye ki mohabbat hai tirgi se mujhe
कहो न ये कि मोहब्बत है तीरगी से मुझे
parda haail jo thaa kahaan hai ab
पर्दा हाइल जो था कहाँ है अब
kaun kahtaa hai baDhaa shauq idhar se pahle
कौन कहता है बढ़ा शौक़ इधर से पहले
'jamil' ko gumrahi mubaarak ki ab to saamaan bhi vahi hai
'जमील' को गुमरही मुबारक कि अब तो सामान भी वही है





