"ye ilm ka sauda ye risale ye kitaben ik shakhs ki yadon ko bhulane ke liye hain"

Jan Nisar Akhtar
Jan Nisar Akhtar
Sherशेर
See all 32 →ye ilm ka sauda ye risale ye kitaben
ये इल्म का सौदा ये रिसाले ये किताबें
log kahte hain ki tu ab bhi khafa hai mujh se
लोग कहते हैं कि तू अब भी ख़फ़ा है मुझ से
sau chand bhi chamkenge to kya baat banegi
सौ चाँद भी चमकेंगे तो क्या बात बनेगी
aur kya is se ziyada koi narmi bartun
और क्या इस से ज़ियादा कोई नर्मी बरतूँ
ankhen jo uTha.e to mohabbat ka guman ho
आँखें जो उठाए तो मोहब्बत का गुमाँ हो
inqilabon ki ghaDi hai
इंक़िलाबों की घड़ी है
Popular Sher & Shayari
64 total"log kahte hain ki tu ab bhi khafa hai mujh se teri ankhon ne to kuchh aur kaha hai mujh se"
"sau chand bhi chamkenge to kya baat banegi tum aa.e to is raat ki auqat banegi"
"aur kya is se ziyada koi narmi bartun dil ke zakhmon ko chhua hai tire galon ki tarah"
"ankhen jo uTha.e to mohabbat ka guman ho nazron ko jhuka.e to shikayat si lage hai"
"inqilabon ki ghaDi hai har nahin haan se baDi hai"
ye ilm kaa saudaa ye risaale ye kitaabein
ik shakhs ki yaadon ko bhulaane ke liye hain
ashaar mire yuun to zamaane ke liye hain
kuchh sher faqat un ko sunaane ke liye hain
zulfein siina naaf kamar
ek nadi mein kitne bhanvar
dil ko har lamha bachaate rahe jazbaat se ham
itne majbur rahe hain kabhi haalaat se ham
fursat-e-kaar faqat chaar ghaDi hai yaaro
ye na socho ki abhi umr paDi hai yaaro
itne maayus to haalaat nahin
log kis vaaste ghabraae hain
Ghazalग़ज़ल
bahut dil kar ke honTon ki shagufta taazgi di hai
बहुत दिल कर के होंटों की शगुफ़्ता ताज़गी दी है
ek to nainaan kajraare aur tis par Duube kaajal mein
एक तो नैनाँ कजरारे और तिस पर डूबे काजल में
tu is qadar mujhe apne qarib lagtaa hai
तू इस क़दर मुझे अपने क़रीब लगता है
har ek ruuh mein ik gham chhupaa lage hai mujhe
हर एक रूह में इक ग़म छुपा लगे है मुझे
har ek shakhs pareshaan-o-darba-dar saa lage
हर एक शख़्स परेशान-ओ-दर-बदर सा लगे
aankhein churaa ke ham se bahaar aae ye nahin
आँखें चुरा के हम से बहार आए ये नहीं





