"hamen ma.alum hai ham se suno mahshar men kya hoga sab us ko dekhte honge vo ham ko dekhta hoga"

Jigar Moradabadi
Jigar Moradabadi
Sherशेर
See all 175 →hamen ma.alum hai ham se suno mahshar men kya hoga
हमें मालूम है हम से सुनो महशर में क्या होगा
dil gaya raunaq-e-hayat ga.i
दिल गया रौनक़-ए-हयात गई
jab mili aankh hosh kho baiThe
जब मिली आँख होश खो बैठे
kucha-e-ishq men nikal aaya
कूचा-ए-इश्क़ में निकल आया
jise sayyad ne kuchh gul ne kuchh bulbul ne kuchh samjha
जिसे सय्याद ने कुछ गुल ने कुछ बुलबुल ने कुछ समझा
pahle sharab ziist thi ab ziist hai sharab
पहले शराब ज़ीस्त थी अब ज़ीस्त है शराब
Popular Sher & Shayari
350 total"dil gaya raunaq-e-hayat ga.i gham gaya saari ka.enat ga.i"
"jab mili aankh hosh kho baiThe kitne hazir-javab hain ham log"
"kucha-e-ishq men nikal aaya jis ko khana-kharab hona tha"
"jise sayyad ne kuchh gul ne kuchh bulbul ne kuchh samjha chaman men kitni mani-khez thi ik khamushi miri"
"pahle sharab ziist thi ab ziist hai sharab koi pila raha hai piye ja raha huun main"
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaana hai
aatish-e-ishq vo jahannam hai
jis mein firdaus ke nazaare hain
aadat ke baa'd dard bhi dene lagaa mazaa
hans hans ke aah aah kiye jaa rahaa huun main
meri nigaah-e-shauq bhi kuchh kam nahin magar
phir bhi tiraa shabaab tiraa hi shabaab hai
sab ko ham bhuul gae josh-e-junun mein lekin
ik tiri yaad thi aisi jo bhulaai na gai
un kaa jo farz hai vo ahl-e-siyaasat jaanein
meraa paighaam mohabbat hai jahaan tak pahunche
Ghazalग़ज़ल
vo adaa-e-dilbari ho ki navaa-e-aashiqaana
वो अदा-ए-दिलबरी हो कि नवा-ए-आशिक़ाना
raaz jo sina-e-fitrat mein nihaan hotaa hai
राज़ जो सीना-ए-फ़ितरत में निहाँ होता है
husn-e-kaafir-shabaab kaa aalam
हुस्न-ए-काफ़िर-शबाब का आलम
shab-e-vasl kyaa mukhtasar ho gai
शब-ए-वस्ल क्या मुख़्तसर हो गई
'aashiqi imtiyaaz kyaa jaane
'आशिक़ी इम्तियाज़ क्या जाने
ye hai mai-kada yahaan rind hain yahaan sab kaa saaqi imaam hai
ये है मय-कदा यहाँ रिंद हैं यहाँ सब का साक़ी इमाम है





