vo ab kya khaak aa.e haa.e qismat men tarasna tha
tujhe ai abr-e-rahmat aaj hi itna barasna tha

Kaifi Hyderabadi
Kaifi Hyderabadi
Sherशेर
See all 12 →vo ab kya khaak aa.e haa.e qismat men tarasna tha
वो अब क्या ख़ाक आए हाए क़िस्मत में तरसना था
1 views
sub.h ko khul ja.ega donon men kya yarana hai
सुब्ह को खुल जाएगा दोनों में क्या याराना है
ham aap ko dekhte the pahle
हम आप को देखते थे पहले
mohabbat men kya kya na kuchh jaur hoga
मोहब्बत में क्या क्या न कुछ जौर होगा
vahi nazar men hai lekin nazar nahin aata
वही नज़र में है लेकिन नज़र नहीं आता
raqib donon jahan men zalil kyuun hota
रक़ीब दोनों जहाँ में ज़लील क्यूँ होता
Popular Sher & Shayari
24 totalsub.h ko khul ja.ega donon men kya yarana hai
sham.a parvana ki hai ya sham.a ka parvana hai
ham aap ko dekhte the pahle
ab aap ki raah dekhte hain
mohabbat men kya kya na kuchh jaur hoga
abhi kya hua hai abhi aur hoga
vahi nazar men hai lekin nazar nahin aata
samajh raha huun samajh men magar nahin aata
raqib donon jahan men zalil kyuun hota
kisi ke biich men kam-bakht agar nahin aata
mazaa hai tire bismilon ko taDap mein
taDap mein nahin bismilon mein mazaa hai
aur bhi to hain zamaane mein tumhaare aashiq
ek main hi tumhein kyaa qaabil-e-ilzaam milaa
raqib donon jahaan mein zalil kyuun hotaa
kisi ke biich mein kam-bakht agar nahin aataa
vo ab kyaa khaak aae haae qismat mein tarasnaa thaa
tujhe ai abr-e-rahmat aaj hi itnaa barasnaa thaa
mohabbat mein kyaa kyaa na kuchh jaur hogaa
abhi kyaa huaa hai abhi aur hogaa
apnaa khat aap diyaa un ko magar ye kah kar
khat to pahchaaniye ye khat mujhe gumnaam milaa
Ghazalग़ज़ल
gunjaaish-e-kalaam kahaan khair-o-shar mein hai
गुंजाइश-ए-कलाम कहाँ ख़ैर-ओ-शर में है
tariq-e-ishq mein dekhaa hai kyaa kahein kyun-kar
तरीक़-ए-इश्क़ में देखा है क्या कहें क्यूँ-कर
nisaar us par na hone se na tang aayaa na aar aai
निसार उस पर न होने से न तंग आया न आर आई
arsa-e-har-do-jahaan aalam-e-tanhaai hai
अर्सा-ए-हर-दो-जहाँ आलम-ए-तन्हाई है
vo umangein hain na vo dil hai na ab vo josh hai
वो उमंगें हैं न वो दिल है न अब वो जोश है
har taur har tarah ki jo zillat mujhi ko hai
हर तौर हर तरह की जो ज़िल्लत मुझी को है





