parakhne vaale mujhe dekh is tarah bhi zara
agar hai khoT to kaise chamak raha huun main

Kausar Niyazi
Kausar Niyazi
Sherशेर
See all 17 →parakhne vaale mujhe dekh is tarah bhi zara
परखने वाले मुझे देख इस तरह भी ज़रा
us ne ikhlas ke maare hue divane ko
उस ने इख़्लास के मारे हुए दीवाने को
main ne har gaam use avval o akhir jaana
मैं ने हर गाम उसे अव्वल ओ आख़िर जाना
chand lamhon ke liye ek mulaqat rahi
चंद लम्हों के लिए एक मुलाक़ात रही
apne vahshat-zada kamre ki ik almari men
अपने वहशत-ज़दा कमरे की इक अलमारी में
vo mil na sake yaad to hai un ki salamat
वो मिल न सके याद तो है उन की सलामत
Popular Sher & Shayari
34 totalus ne ikhlas ke maare hue divane ko
ek avara o badnam sa sha.er jaana
main ne har gaam use avval o akhir jaana
lekin us ne mujhe lamhon ka musafir jaana
chand lamhon ke liye ek mulaqat rahi
phir na vo tu na vo main aur na vo raat rahi
apne vahshat-zada kamre ki ik almari men
teri tasvir aqidat se saja rakkhi hai
vo mil na sake yaad to hai un ki salamat
is yaad se bhi ham ne bahut kaam liya hai
har marhala-e-gham mein mili is se tasalli
har moD pe ghabraa ke tiraa naam liyaa hai
bar-sar-e-aam iqraar agar naa-mumkin hai to yunhi sahi
kam-az-kam idraak to kar le gun be-shak mat maan mire
haal-e-dil us ko sunaa kar hai bahut khush 'kausar'
lekin ab soch zaraa kyaa tiri auqaat rahi
chand lamhon ke liye ek mulaaqaat rahi
phir na vo tu na vo main aur na vo raat rahi
apne vahshat-zada kamre ki ik almaari mein
teri tasvir aqidat se sajaa rakkhi hai
jazbaat mein aa kar marnaa to mushkil si koi mushkil hi nahin
ai jaan-e-jahaan ham tere liye jiinaa bhi gavaaraa karte hain
Ghazalग़ज़ल
kis qayaamat kaa na jaane vo andheraa hogaa
किस क़यामत का न जाने वो अंधेरा होगा
main ne har gaam use avval o aakhir jaanaa
मैं ने हर गाम उसे अव्वल ओ आख़िर जाना
kyaa haqiqat mein nahin the ye sazaa-vaar tire
क्या हक़ीक़त में नहीं थे ये सज़ा-वार तिरे
jab ziist ke mushkil lamhon mein apne bhi kinaaraa karte
जब ज़ीस्त के मुश्किल लम्हों में अपने भी किनारा करते
kucha-e-yaar mein gadaai ki
कूचा-ए-यार में गदाई की
khayaal-e-tark-e-ulfat ham-nashino aa hi jaataa hai
ख़याल-ए-तर्क-ए-उल्फ़त हम-नशीनो आ ही जाता है





