"miri jaan teri khatir jaan ka sauda bahut mahnga bhi hai dushvar bhi hai"

Khalid Hasan Qadiri
Khalid Hasan Qadiri
Sherशेर
See all 14 →miri jaan teri khatir jaan ka sauda
मिरी जाँ तेरी ख़ातिर जाँ का सौदा
ghuTan to dil ki rahi qasr-e-marmarin men bhi
घुटन तो दिल की रही क़स्र-ए-मरमरीं में भी
ye vaqfa sa.aton ka chand sadiyon ke barabar hai
ये वक़्फ़ा साअ'तों का चंद सदियों के बराबर है
tumhare naam pe dil ab bhi ruk sa jaata hai
तुम्हारे नाम पे दिल अब भी रुक सा जाता है
hijr ki baat ya visal ki baat
हिज्र की बात या विसाल की बात
bahut hain sajda-gahen par dar-e-janan nahin milta
बहुत हैं सज्दा-गाहें पर दर-ए-जानाँ नहीं मिलता
Popular Sher & Shayari
28 total"ghuTan to dil ki rahi qasr-e-marmarin men bhi na raushni se hua kuchh na kuchh hava se hua"
"ye vaqfa sa.aton ka chand sadiyon ke barabar hai vo ab avaz dete hain to pahchani nahin jaati"
"tumhare naam pe dil ab bhi ruk sa jaata hai ye baat vo hai ki is se mafar nahin hota"
"hijr ki baat ya visal ki baat dil ne phir ki tire malal ki"
"bahut hain sajda-gahen par dar-e-janan nahin milta hazaron devta hain har taraf insan nahin milta"
kis se puchhein ki ham kidhar jaaein
yaad ab ham ko vo gali hi nahin
bahut hain sajda-gaahein par dar-e-jaanaan nahin miltaa
hazaaron devtaa hain har taraf insaan nahin miltaa
na aae tum na aao tum ki ab aane se kyaa haasil
khud ab to ham se apni shakl pahchaani nahin jaati
miri jaan teri khaatir jaan kaa saudaa
bahut mahngaa bhi hai dushvaar bhi hai
ghuTan to dil ki rahi qasr-e-marmarin mein bhi
na raushni se huaa kuchh na kuchh havaa se huaa
ye vaqfa saaaton kaa chand sadiyon ke baraabar hai
vo ab aavaaz dete hain to pahchaani nahin jaati
Ghazalग़ज़ल
kuchh na khat mein na kuchh javaab mein hai
कुछ न ख़त में न कुछ जवाब में है
fasaana-e-gham-e-dil mukhtasar nahin hotaa
फ़साना-ए-ग़म-ए-दिल मुख़्तसर नहीं होता
aadmi bhi aadmi kaa raazdaan hotaa nahin
आदमी भी आदमी का राज़दाँ होता नहीं
mere aaine mein tum surat-e-zebaa dekho
मेरे आईने में तुम सूरत-ए-ज़ेबा देखो
buton se kuchh na huaa jo huaa khudaa se huaa
बुतों से कुछ न हुआ जो हुआ ख़ुदा से हुआ
jalva-e-nau-bahaar ne luuT liyaa luTaa diyaa
जलवा-ए-नौ-बहार ने लूट लिया लुटा दिया





