SHAWORDS

bahut hain sajda-gaahein par dar-e-jaanaan nahin miltaa — Khalid Hasan Qadiri

bahut hain sajda-gaahein par dar-e-jaanaan nahin miltaa
hazaaron devtaa hain har taraf insaan nahin miltaa
Urdu

بہت ہیں سجدہ گاہیں پر در جاناں نہیں ملتا
ہزاروں دیوتا ہیں ہر طرف انساں نہیں ملتا

Hindi

बहुत हैं सज्दा-गाहें पर दर-ए-जानाँ नहीं मिलता
हज़ारों देवता हैं हर तरफ़ इंसाँ नहीं मिलता

Khalid Hasan Qadiri
Khalid Hasan Qadiri
Khalid Hasan Qadiri
poet21 quotes