"hai chashm nim-baz ajab khvab-e-naz hai fitna to so raha hai dar-e-fitna baaz hai"

Khwaja Mohammad Wazir
Khwaja Mohammad Wazir
Sherशेर
See all 68 →hai chashm nim-baz ajab khvab-e-naz hai
है चश्म नीम-बाज़ अजब ख़्वाब-ए-नाज़ है
isi khatir to qatl-e-ashiqan se man.a karte the
इसी ख़ातिर तो क़त्ल-ए-आशिक़ाँ से मनअ' करते थे
hai saaya chandni aur chand mukhDa
है साया चाँदनी और चाँद मुखड़ा
dekhna hasrat-e-didar ise kahte hain
देखना हसरत-ए-दीदार इसे कहते हैं
ku-e-janan se jo uThta huun to so jaate hain paanv
कू-ए-जानाँ से जो उठता हूँ तो सो जाते हैं पाँव
un ankhon men san.e.a ne bhare kuuT ke moti
उन आँखों में सानेअ' ने भरे कूट के मोती
Popular Sher & Shayari
136 total"isi khatir to qatl-e-ashiqan se man.a karte the akele phir rahe ho yusuf-e-be-karvan ho kar"
"hai saaya chandni aur chand mukhDa dupaTTa asman-e-asman hai"
"dekhna hasrat-e-didar ise kahte hain phir gaya munh tiri janib dam-e-murdan apna"
"ku-e-janan se jo uThta huun to so jaate hain paanv daf.atan ankhon se paanv men utar aati hai niind"
"un ankhon men san.e.a ne bhare kuuT ke moti qismat ye hamari hai ki ashkon se bhari aankh"
yaar tanhaa ghar mein hai afsos lekin ham nahin
huur to hai gulshan-e-firdaus mein aadam nahin
phir vahi ham the vahi tum the mohabbat the vahi
sulh kar lete agar aankhein laDaane ke liye
yuun phir rahe hain jaise koi baat hi nahin
aaluda mere khuun se daamaan kiye hue
silsila rakhtaa hai meraa kufr kuchh islaam se
hain kai tasbih ke daane miri zunnaar mein
haath dikhlaa ke ye bolaa vo musalmaan-zaada
ho gayaa dast-e-nigar ab to barahman apnaa
sar miraa kaaT ke pachhtaaiyegaa
kis ki phir jhuTi qasam khaaiyegaa
Ghazalग़ज़ल
jo khaas bande hain vo banda-e-avaam nahin
जो ख़ास बंदे हैं वो बंदा-ए-अवाम नहीं
chalaa hai o dil-e-raahat-talab kyaa shaadmaan ho kar
चला है ओ दिल-ए-राहत-तलब क्या शादमाँ हो कर
nahin kaTtaa hai ye maidaan-e-balaa
नहीं कटता है ये मैदान-ए-बला
mere naalon se tah-o-baalaa hui aksar zamin
मेरे नालों से तह-ओ-बाला हुई अक्सर ज़मीं
tire rukh kaa kise saudaa nahin hai
तिरे रुख़ का किसे सौदा नहीं है
har uzv musaafir hai nahin kuchh safari aankh
हर उज़्व मुसाफ़िर है नहीं कुछ सफ़री आँख





