"jahan se huun yahan aaya vahan ja.unga akhir ko mira ye haal hai yaaro na mustaqbil na maazi huun"

Maatam Fazl Mohammad
Maatam Fazl Mohammad
Sherशेर
See all 24 →jahan se huun yahan aaya vahan ja.unga akhir ko
जहाँ से हूँ यहाँ आया वहाँ जाऊँगा आख़िर को
khat dekh kar mira mire qasid se yuun kaha
ख़त देख कर मिरा मिरे क़ासिद से यूँ कहा
dekh kar haath men tasbih gale men zunnar
देख कर हाथ में तस्बीह गले में ज़ुन्नार
koi azad ho to ho yaaro
कोई आज़ाद हो तो हो यारो
rahm kar ham par bhi dil-bar hain tire
रहम कर हम पर भी दिल-बर हैं तिरे
dariya men vo dhoya tha kabhi dast-e-hina.i
दरिया में वो धोया था कभी दस्त-ए-हिनाई
Popular Sher & Shayari
48 total"khat dekh kar mira mire qasid se yuun kaha kya gul nahin hua vo charagh-e-sahar hanuz"
"dekh kar haath men tasbih gale men zunnar mujh se bezar hue kafir o din-dar juda"
"koi azad ho to ho yaaro ham to hain ishq ke asiron men"
"rahm kar ham par bhi dil-bar hain tire ishq ke hathon se avaron ke biich"
"dariya men vo dhoya tha kabhi dast-e-hina.i hasrat se vahin panja-e-marjan men lagi aag"
dariyaa mein vo dhoyaa thaa kabhi dast-e-hinaai
hasrat se vahin panja-e-marjaan mein lagi aag
dekh kar haath mein tasbih gale mein zunnaar
mujh se bezaar hue kaafir o din-daar judaa
agar samjho namaaz-e-zaahid-e-maghrur yaaro
hazaaron baar behtar-tar hamaari be-namaazi hai
ishq-e-khubaan nahin hai aisi shai
baandh kar rakhiye jis ko puDiyaa mein
umr do-chaar roz mehmaan hai
khidmat-e-mehmaan karun na karun
pujtaa huun kabhi but ko kabhi paDhtaa huun namaaz
meraa mazhab koi hindu na musalmaan samjhaa
Ghazalग़ज़ल
shoalon se mohabbat ki miri jaan mein lagi aag
शोलों से मोहब्बत की मिरी जाँ में लगी आग
aashiq hai jo tumhaare rukh-e-surkh-rang kaa
आशिक़ है जो तुम्हारे रुख़-ए-सुर्ख़-रंग का
ne amiron mein ne vaziron mein
ने अमीरों में ने वज़ीरों में
dudmaan-e-dard ki shaadi hain ham
दूदमान-ए-दर्द की शादी हैं हम
ai dil-e-zaar likho jaanib-e-jaanaan kaaghaz
ऐ दिल-ए-ज़ार लिखो जानिब-ए-जानाँ काग़ज़
bas tamannaa hai ishq-e-maulaa mein
बस तमन्ना है इश्क़-ए-मौला में





