"bahut dushvar thi rah-e-mohabbat hamara saath dete ham-safar kya"

Mahesh Chandra Naqsh
Mahesh Chandra Naqsh
Sherशेर
See all 25 →bahut dushvar thi rah-e-mohabbat
बहुत दुश्वार थी राह-ए-मोहब्बत
tiri bazm-e-tarab men aa gaya huun
तिरी बज़्म-ए-तरब में आ गया हूँ
zindagi ka bana sahara bhi
ज़िंदगी का बना सहारा भी
un mast nigahon ne khud apna bharam khola
उन मस्त निगाहों ने ख़ुद अपना भरम खोला
is Dubte suraj se to ummid hi kya thi
इस डूबते सूरज से तो उम्मीद ही क्या थी
kaun samjhe ham pe kya guzri hai 'naqsh'
कौन समझे हम पे क्या गुज़री है 'नक़्श'
Popular Sher & Shayari
50 total"tiri bazm-e-tarab men aa gaya huun magar dil ko sukun hasil nahin hai"
"zindagi ka bana sahara bhi aur un ke karam ne maara bhi"
"un mast nigahon ne khud apna bharam khola inkar ke parde men iqrar nazar aa.e"
"is Dubte suraj se to ummid hi kya thi hans hans ke sitaron ne bhi dil toD diya hai"
"kaun samjhe ham pe kya guzri hai 'naqsh' dil laraz uThta hai zikr-e-sham se"
bahut dushvaar thi raah-e-mohabbat
hamaaraa saath dete ham-safar kyaa
haal kah dete hain naazuk se ishaare akasr
kitni khaamosh nigaahon ki zabaan hoti hai
khud-shanaasi thi justuju teri
tujh ko DhunDaa to aap ko paayaa
un ke gesu sanvarte jaate hain
haadse hain guzarte jaate hain
shaam-e-hijraan bhi ik qayaamat thi
aap aae to mujh ko yaad aayaa
kaun samjhe ham pe kyaa guzri hai 'naqsh'
dil laraz uThtaa hai zikr-e-shaam se
Ghazalग़ज़ल
zindagi kaa banaa sahaaraa bhi
ज़िंदगी का बना सहारा भी
aaj to us ne yuun dekhaa hai
आज तो उस ने यूँ देखा है
fareb-e-raah se ghaafil nahin hai
फ़रेब-ए-राह से ग़ाफ़िल नहीं है
ab kyaa kahein kisi se ye apni zabaan se ham
अब क्या कहें किसी से ये अपनी ज़बाँ से हम
hai aafat-e-jaan husn ki shokhi bhi adaa bhi
है आफ़त-ए-जाँ हुस्न की शोख़ी भी अदा भी
sach to ye hai ki tamannaaon ki jaan hoti hai
सच तो ये है कि तमन्नाओं की जाँ होती है





