Sher
vo jaga kar ham ko sab khush-manzari le ja.ega
khvab kya hai khvab ki tabir bhi le ja.ega
M
Mahfuzur Rahman AdilMahfuzur Rahman Adil
vo jaga kar ham ko sab khush-manzari le ja.ega
वो जगा कर हम को सब ख़ुश-मंज़री ले जाएगा
vaqt ki gardishon ka gham na karo
वक़्त की गर्दिशों का ग़म न करो
samne maan ke jo hota huun to allah allah
सामने माँ के जो होता हूँ तो अल्लाह अल्लाह
mat baiTh ashiyan men paron ko sameT kar
मत बैठ आशियाँ में परों को समेट कर
mera zahir dekhne vaale mira batin bhi dekh
मेरा ज़ाहिर देखने वाले मिरा बातिन भी देख
ek din vo zarron ko aftab kar lenge
एक दिन वो ज़र्रों को आफ़्ताब कर लेंगे
vo jaga kar ham ko sab khush-manzari le ja.ega
khvab kya hai khvab ki tabir bhi le ja.ega
vaqt ki gardishon ka gham na karo
hausle mushkilon men palte hain
samne maan ke jo hota huun to allah allah
mujh ko mahsus ye hota hai ki bachcha huun abhi
mat baiTh ashiyan men paron ko sameT kar
kar hausla kushada faza men uDaan ka
mera zahir dekhne vaale mira batin bhi dekh
ghar ke bahar hai ujala ghar ke andar kuchh nahin
ek din vo zarron ko aftab kar lenge
dhuup ke jo khvahan hain raat ke andhere men
tumhaare bakhshe hue aansuon ke qatron se
shab-e-firaaq mein taare sajaa rahaa huun main
usi ne bakhshaa hai mujh ko shuur jiine kaa
jo mushkilon ki ghaDi baar baar aai hai
vo miri aavaaragardi vo miraa divaana-pan
vo miri taazim mein divaar-o-dar kaa jaagnaa
zindagi ko hausla dene ke khaatir
khvaahishon ko reza reza chun rahaa huun
khud mire aansu chamak rakhte hain gauhar ki tarah
meri chashm-e-aarzu mein maah-o-akhtar kuchh nahin
ek din vo zarron ko aaftaab kar leinge
dhuup ke jo khvaahaan hain raat ke andhere mein