SHAWORDS

khud mire aansu chamak rakhte hain gauhar ki tarah — Mahfuzur Rahman Adil

khud mire aansu chamak rakhte hain gauhar ki tarah
meri chashm-e-aarzu mein maah-o-akhtar kuchh nahin
Urdu

خود مرے آنسو چمک رکھتے ہیں گوہر کی طرح
میری چشم آرزو میں ماہ و اختر کچھ نہیں

Hindi

ख़ुद मिरे आँसू चमक रखते हैं गौहर की तरह
मेरी चश्म-ए-आरज़ू में माह-ओ-अख़तर कुछ नहीं

M
Mahfuzur Rahman Adil
Mahfuzur Rahman Adil
poet37 quotes