us ko dekha to ye mahsus hua
ham bahut duur the khud se pahle

Mahmood Shaam
Mahmood Shaam
Sherशेर
See all 7 →us ko dekha to ye mahsus hua
उस को देखा तो ये महसूस हुआ
chandni shab tu jis ko DhunDne aa.i hai
चाँदनी शब तू जिस को ढूँडने आई है
ye aur baat ki chahat ke zakhm gahre hain
ये और बात कि चाहत के ज़ख़्म गहरे हैं
bas ek apne hi qadmon ki chaap sunta huun
बस एक अपने ही क़दमों की चाप सुनता हूँ
kitne chehre kitni shaklen phir bhi tanha.i vahi
कितने चेहरे कितनी शक्लें फिर भी तन्हाई वही
aune-paune ghazlen bechin nazmon ka bevpar kiya
औने-पौने ग़ज़लें बेचीं नज़्मों का व्यापार किया
Popular Sher & Shayari
14 totalchandni shab tu jis ko DhunDne aa.i hai
ye kamra vo shakhs to kab ka chhoD gaya
ye aur baat ki chahat ke zakhm gahre hain
tujhe bhulane ki koshish to varna ki hai bahut
bas ek apne hi qadmon ki chaap sunta huun
main kaun huun ki bhare shahr men bhi tanha huun
kitne chehre kitni shaklen phir bhi tanha.i vahi
kaun le aaya mujhe in a.inon ke darmiyan
aune-paune ghazlen bechin nazmon ka bevpar kiya
dekho ham ne peT ki khatir kya kya karobar kiya
ye aur baat ki chaahat ke zakhm gahre hain
tujhe bhulaane ki koshish to varna ki hai bahut
us ko dekhaa to ye mahsus huaa
ham bahut duur the khud se pahle
bas ek apne hi qadmon ki chaap suntaa huun
main kaun huun ki bhare shahr mein bhi tanhaa huun
kitne chehre kitni shaklein phir bhi tanhaai vahi
kaun le aayaa mujhe in aainon ke darmiyaan
aune-paune ghazlein bechin nazmon kaa bevpaar kiyaa
dekho ham ne peT ki khaatir kyaa kyaa kaarobaar kiyaa
ek jangal jis mein insaan ko darindon se hai khauf
ek jangal jis mein insaan khud se hi sahmaa huaa
Ghazalग़ज़ल
dinner pe aaj koi us saa aashnaa bhi na thaa
डिनर पे आज कोई उस सा आश्ना भी न था
roz-o-shab ki shaakh se bichhDaa huaa pattaa huun main
रोज़-ओ-शब की शाख़ से बिछड़ा हुआ पत्ता हूँ मैं
umr guzri ki tiri dhun mein chalaa thaa dariyaa
उम्र गुज़री कि तिरी धुन में चला था दरिया
zindagi jis se jaagti hai abhi
ज़िंदगी जिस से जागती है अभी
TuuTe hain kaise khvaahishon ke aainon ko dekh
टूटे हैं कैसे ख़्वाहिशों के आइनों को देख
phir ik saathi mujhe akelaa chhor gayaa
फिर इक साथी मुझे अकेला छोर गया





