"tohmat si liye phirte hain sadiyon se sar apne rusva hai bahut naam yahan ahl-e-hunar ka"

Majid Siddiqui
Majid Siddiqui
Sherशेर
tohmat si liye phirte hain sadiyon se sar apne
तोहमत सी लिए फिरते हैं सदियों से सर अपने
ye safar apna kahin janib-e-mahshar hi na ho
ये सफ़र अपना कहीं जानिब-ए-महशर ही न हो
jazbon ko zaban de raha huun
जज़्बों को ज़बान दे रहा हूँ
samne us yaar ke bhi aur sar-e-darbar bhi
सामने उस यार के भी और सर-ए-दरबार भी
kaun apna hai ik khuda vo bhi
कौन अपना है इक ख़ुदा वो भी
mila hai takht kise kaun takht par na raha
मिला है तख़्त किसे कौन तख़्त पर न रहा
Popular Sher & Shayari
12 total"ye safar apna kahin janib-e-mahshar hi na ho ham liye kis ka janaza hain ye ghar se nikle"
"jazbon ko zaban de raha huun main vaqt ko daan de raha huun"
"samne us yaar ke bhi aur sar-e-darbar bhi ek ye dil tha jise har baar khuun karna paDa"
"kaun apna hai ik khuda vo bhi rahne vaala hai asmanon ka"
"mila hai takht kise kaun takht par na raha ye baat aur hai jaari tha jo safar na raha"
jazbon ko zabaan de rahaa huun
main vaqt ko daan de rahaa huun
kaun apnaa hai ik khudaa vo bhi
rahne vaalaa hai aasmaanon kaa
tohmat si liye phirte hain sadiyon se sar apne
rusvaa hai bahut naam yahaan ahl-e-hunar kaa
ye safar apnaa kahin jaanib-e-mahshar hi na ho
ham liye kis kaa janaaza hain ye ghar se nikle
milaa hai takht kise kaun takht par na rahaa
ye baat aur hai jaari thaa jo safar na rahaa
saamne us yaar ke bhi aur sar-e-darbaar bhi
ek ye dil thaa jise har baar khuun karnaa paDaa
Ghazalग़ज़ल
dhokaa thaa har ik barg pe TuuTe hue par kaa
धोका था हर इक बर्ग पे टूटे हुए पर का
dil se tiron kaa aur kamaanon kaa
दिल से तीरों का और कमानों का
khas-o-khaashaak bhi kab ke hain bhanvar se nikle
ख़स-ओ-ख़ाशाक भी कब के हैं भँवर से निकले
arsh se rukh jaanib-e-duniyaa-e-dun karnaa paDaa
अर्श से रुख़ जानिब-ए-दुनिया-ए-दूँ करना पड़ा
milaa hai takht kise kaun takht par na rahaa
मिला है तख़्त किसे कौन तख़्त पर न रहा
jazbon ko zabaan de rahaa huun
जज़्बों को ज़बान दे रहा हूँ





