main us ke va.ade ka ab bhi yaqin karta huun
hazar baar jise aazma liya main ne

Makhmoor Saeedi
Makhmoor Saeedi
Sherशेर
See all 21 →main us ke va.ade ka ab bhi yaqin karta huun
मैं उस के वादे का अब भी यक़ीन करता हूँ
surkhiyan khuun men Duubi hain sab akhbaron ki
सुर्ख़ियाँ ख़ून में डूबी हैं सब अख़बारों की
muddaton baad ham kisi se mile
मुद्दतों बाद हम किसी से मिले
rakht-e-safar jo paas hamare na tha to kya
रख़्त-ए-सफ़र जो पास हमारे न था तो क्या
kuchh yuun lagta hai tire saath hi guzra vo bhi
कुछ यूँ लगता है तिरे साथ ही गुज़रा वो भी
ho jaa.e jahan shaam vahin un ka basera
हो जाए जहाँ शाम वहीं उन का बसेरा
Popular Sher & Shayari
42 totalsurkhiyan khuun men Duubi hain sab akhbaron ki
aaj ke din koi akhbar na dekha jaa.e
muddaton baad ham kisi se mile
yuun laga jaise zindagi se mile
rakht-e-safar jo paas hamare na tha to kya
shauq-e-safar ko saath liya aur chal paDe
kuchh yuun lagta hai tire saath hi guzra vo bhi
ham ne jo vaqt tire saath guzara hi nahin
ho jaa.e jahan shaam vahin un ka basera
avara parindon ke Thikane nahin hote
dil pe ik gham ki ghaTaa chhaai hui thi kab se
aaj un se jo mile TuuT ke barsaat hui
bas yunhi ham-sari-e-ahl-e-jahaan mumkin hai
dam-ba-dam apni bulandi se utartaa jaaun
'makhmur' kaisi raah thi ham jis pe chal paDe
aai thi jis taraf se usi samt phir gai
main us ke vaade kaa ab bhi yaqin kartaa huun
hazaar baar jise aazmaa liyaa main ne
ho jaae jahaan shaam vahin un kaa baseraa
aavaara parindon ke Thikaane nahin hote
maslahat ke hazaar parde hain
mere chehre pe kitne chehre hain
Ghazalग़ज़ल
kasak puraane zamaane ki saath laayaa hai
कसक पुराने ज़माने की साथ लाया है
vo daur-e-nashaat-o-dida-o-dil jaise bas abhi guzraa hi to hai
वो दौर-ए-नशात-ए-दीदा-ओ-दिल जैसे बस अभी गुज़रा ही तो है
jaada-e-marg-e-musalsal se guzartaa jaaun
जादा-ए-मर्ग-ए-मुसलसल से गुज़रता जाऊँ
labon pe hai jo tabassum to aankh pur-nam hai
लबों पे है जो तबस्सुम तो आँख पुर-नम है
laala-o-gul kaa jahaan raas kab aayaa hai mujhe
लाला-ओ-गुल का जहाँ रास कब आया है मुझे
jab koi shaam-e-hasin nazr-e-kharaabaat hui
जब कोई शाम-ए-हसीं नज़र-ए-ख़राबात हुई





