dekhoge to har moD pe mil ja.engi lashen
DhunDoge to is shahr men qatil na milega

Malikzaada Manzoor Ahmad
Malikzaada Manzoor Ahmad
Sherशेर
See all 23 →dekhoge to har moD pe mil ja.engi lashen
देखोगे तो हर मोड़ पे मिल जाएँगी लाशें
chehre pe saare shahr ke gard-e-malal hai
चेहरे पे सारे शहर के गर्द-ए-मलाल है
vahi qatil vahi munsif adalat us ki vo shahid
वही क़ातिल वही मुंसिफ़ अदालत उस की वो शाहिद
dariya ke talatum se to bach sakti hai kashti
दरिया के तलातुम से तो बच सकती है कश्ती
khvab ka rishta haqiqat se na joDa jaa.e
ख़्वाब का रिश्ता हक़ीक़त से न जोड़ा जाए
unhen Thahre samundar ne Duboya
उन्हें ठहरे समुंदर ने डुबोया
Popular Sher & Shayari
46 totalchehre pe saare shahr ke gard-e-malal hai
jo dil ka haal hai vahi dilli ka haal hai
vahi qatil vahi munsif adalat us ki vo shahid
bahut se faislon men ab taraf-dari bhi hoti hai
dariya ke talatum se to bach sakti hai kashti
kashti men talatum ho to sahil na milega
khvab ka rishta haqiqat se na joDa jaa.e
a.ina hai ise patthar se na toDa jaa.e
unhen Thahre samundar ne Duboya
jinhen tufan ka andaza bahut tha
raushan chehra bhigi zulfein duun kis ko kis par tarjih
ek qasida dhuup kaa likkhun ek ghazal barsaat ke naam
kuchh gham-e-jaanaan kuchh gham-e-dauraan donon meri zaat ke naam
ek ghazal mansub hai us se ek ghazal haalaat ke naam
haal-e-pareshaan sun kar meraa aankh mein us ki aansu hain
main ne us se jhuuT kahaa ho aisaa bhi ho saktaa hai
na khauf-e-barq na khauf-e-sharar lage hai mujhe
khud apne baagh ke phulon se Dar lage hai mujhe
kaash daulat-e-gham hi apne paas bach rahti
vo bhi un ko de baiThe aisi maat khaai hai
dekhoge to har moD pe mil jaaeingi laashein
DhunDoge to is shahr mein qaatil na milegaa
Ghazalग़ज़ल
khvaab kaa rishta haqiqat se na joDaa jaae
ख़्वाब का रिश्ता हक़ीक़त से न जोड़ा जाए
dil kaa har qatra-e-khun rang-e-hinaa se maango
दिल का हर क़तरा-ए-ख़ूँ रंग-ए-हिना से माँगो
aisi taDap 'ataa ho ki duniyaa misaal de
ऐसी तड़प 'अता हो कि दुनिया मिसाल दे
mai-kada-saamaan thi nazron mein fazaa kal raat ko
मय-कदा-सामाँ थी नज़रों में फ़ज़ा कल रात को
main huun aur silsila-e-ashk-e-ravaan aaj ki raat
मैं हूँ और सिलसिला-ए-अश्क-ए-रवाँ आज की रात
ilaaj-e-zakhm-e-dil hotaa hai gham-khvaari bhi hoti hai
इलाज-ए-ज़ख़्म-ए-दिल होता है ग़म-ख़्वारी भी होती है





