misl-e-mausam jo badalte to koi baat na thi
tu ne to badla hai girgiT ki tarah rang apna

Manzar Suhai
Manzar Suhai
Sherशेर
See all 25 →misl-e-mausam jo badalte to koi baat na thi
मिस्ल-ए-मौसम जो बदलते तो कोई बात न थी
1 views
hone do agar ho ga.e kuchh log bure bhi
होने दो अगर हो गए कुछ लोग बुरे भी
ranj-o-gham aur alam-o-dard ka lashkar nikle
रंज-ओ-ग़म और अलम-ओ-दर्द का लश्कर निकले
laDka na koi phir se ho barbad dahr men
लड़का न कोई फिर से हो बर्बाद दहर में
kyon main us husn ko hasin kahun
क्यों मैं उस हुस्न को हसीन कहूँ
baDa hi farq hai ai yaar ham donon ke jazbon men
बड़ा ही फ़र्क़ है ऐ यार हम दोनों के जज़्बों में
Popular Sher & Shayari
50 totalhone do agar ho ga.e kuchh log bure bhi
gulshan men agar phuul hain to khaar bhi honge
ranj-o-gham aur alam-o-dard ka lashkar nikle
ishq to tab hai jab ankhon se samandar nikle
laDka na koi phir se ho barbad dahr men
tujh par na jaa.en beTiyan teri khuda kare
kyon main us husn ko hasin kahun
jis ki zinat hi be-haya.i ho
baDa hi farq hai ai yaar ham donon ke jazbon men
tumhen mujh se mohabbat thi mujhe tum se mohabbat hai
ishq pe ijtihaad kar kar ke
mujtahid ho gayaa huun main gham kaa
mohabbat ki bhi to ik bevafaa se
ye qatl-e-khud nahin to aur kyaa hai
hai isi baat kaa malaal mujhe
ki mujhe ab koi malaal nahin
hone do agar ho gae kuchh log bure bhi
gulshan mein agar phuul hain to khaar bhi honge
laDkaa na koi phir se ho barbaad dahr mein
tujh par na jaaein beTiyaan teri khudaa kare
raahon ke pattharon kaa bhalaa kyaa gila karun
ab aadmi ke dil bhi to patthar ke ho gae
Ghazalग़ज़ल
mujh pe Dhaanaa hai sitam Dhaao tumhaari marzi
मुझ पे ढाना है सितम ढाओ तुम्हारी मर्ज़ी
jo bure shakhs ko bhalaa samjhe
जो बुरे शख़्स को भला समझे
haqiqatein hain ye koi tasavvuraat nahin
हक़ीक़तें हैं ये कोई तसव्वुरात नहीं
na gila na koi shikaayat ki
न गिला न कोई शिकायत की
raqam kiye na gae ishq ke fasaane phir
रक़म किए न गए इश्क़ के फ़साने फिर
gard-e-rah ban kar faqat ik ham safar ke ho gae
गर्द-ए-रह बन कर फ़क़त इक हम सफ़र के हो गए





