Sher
gulshan-e-dahr se khushbu ki tarah guzra main
sab ko mahkaya magar apni numa.ish nahin ki

Minhaj Ali
gulshan-e-dahr se khushbu ki tarah guzra main
गुलशन-ए-दहर से ख़ुशबू की तरह गुज़रा मैं
yahi hai vaqt ki ji bhar ke dekh luun us ko
यही है वक़्त कि जी भर के देख लूँ उस को
didar ka visal men aaya na koi lutf
दीदार का विसाल में आया न कोई लुत्फ़
darmiyan garche hijabat nahin duuri ke
दरमियाँ गरचे हिजाबात नहीं दूरी के
baja ki raunaq-e-mahfil abhi uruuj pe hai
बजा कि रौनक़-ए-महफ़िल अभी उरूज पे है
ghaur se dekh gulshan-e-duniya
ग़ौर से देख गुलशन-ए-दुनिया
gulshan-e-dahr se khushbu ki tarah guzra main
sab ko mahkaya magar apni numa.ish nahin ki
yahi hai vaqt ki ji bhar ke dekh luun us ko
vo samne hai magar dekhta nahin hai mujhe
didar ka visal men aaya na koi lutf
us rukh pe be-rukhi ke the parde paDe hue
darmiyan garche hijabat nahin duuri ke
ab jo haa.il hai vo parda hai shanasa.i ka
baja ki raunaq-e-mahfil abhi uruuj pe hai
main kya karun miri khalvat bula rahi hai mujhe
ghaur se dekh gulshan-e-duniya
har taraf khvahishon ka daldal hai
yahi hai vaqt ki ji bhar ke dekh luun us ko
vo saamne hai magar dekhtaa nahin hai mujhe
didaar kaa visaal mein aayaa na koi lutf
us rukh pe be-rukhi ke the parde paDe hue
ghaur se dekh gulshan-e-duniyaa
har taraf khvaahishon kaa daldal hai
bajaa ki raunaq-e-mahfil abhi uruuj pe hai
main kyaa karun miri khalvat bulaa rahi hai mujhe
gulshan-e-dahr se khushbu ki tarah guzraa main
sab ko mahkaayaa magar apni numaaish nahin ki
darmiyaan garche hijaabaat nahin duuri ke
ab jo haail hai vo parda hai shanaasaai kaa