Sher
is liye chup hain ki koi nahin sunne vaala
varna kahne ko sarapa lab-e-goya ham hain
M
Mirza Azam Ali AzamMirza Azam Ali Azam
is liye chup hain ki koi nahin sunne vaala
varna kahne ko sarapa lab-e-goya ham hain
zakhm kaari laga to chuum liya
qabza khanjar ka haath qatil ka
zindagi bhar na yam-e-dida-e-giryan Thahra
kashti-e-umr Duboi to ye tufan Thahra
zakhm kaari lagaa to chuum liyaa
qabza khanjar kaa haath qaatil kaa
is liye chup hain ki koi nahin sunne vaalaa
varna kahne ko saraapaa lab-e-goyaa ham hain
zindagi bhar na yam-e-dida-e-giryaan Thahraa
kashti-e-umr Duboi to ye tufaan Thahraa