"Talna tha mere paas se ai kahili tujhe kam-bakht tu to aa ke yahin Dher ho ga.i"

Mirza Hadi Ruswa
Mirza Hadi Ruswa
poet
31Sher
31Shayari
3Ghazal
Sherशेर
See all 31 →शेर · Sher
Talna tha mere paas se ai kahili tujhe
टलना था मेरे पास से ऐ काहिली तुझे
शेर · Sher
marne ke din qarib hain shayad ki ai hayat
मरने के दिन क़रीब हैं शायद कि ऐ हयात
शेर · Sher
kya kahun tujh se mohabbat vo bala hai hamdam
क्या कहूँ तुझ से मोहब्बत वो बला है हमदम
शेर · Sher
hans ke kahta hai musavvir se vo gharat-gar-e-hosh
हँस के कहता है मुसव्विर से वो ग़ारत-गर-ए-होश
शेर · Sher
ham ko bhi kya kya maze ki dastanen yaad thiin
हम को भी क्या क्या मज़े की दास्तानें याद थीं
शेर · Sher
dilli chhuTi thi pahle ab lucknow bhi chhoDen
दिल्ली छुटी थी पहले अब लखनऊ भी छोड़ें
Popular Sher & Shayari
62 totalSher
Sher
"marne ke din qarib hain shayad ki ai hayat tujh se tabi.at apni bahut sair ho ga.i"
Sher
"kya kahun tujh se mohabbat vo bala hai hamdam mujh ko ibrat na hui ghair ke mar jaane se"
Sher
"hans ke kahta hai musavvir se vo gharat-gar-e-hosh jaisi surat hai miri vaisi hi tasvir bhi ho"
Sher
"ham ko bhi kya kya maze ki dastanen yaad thiin lekin ab tamhid-e-zikr-e-dard-o-matam ho ga.iin"
Sher
"dilli chhuTi thi pahle ab lucknow bhi chhoDen do shahar the ye apne donon tabah nikle"
Shayari
Talnaa thaa mere paas se ai kaahili tujhe
kam-bakht tu to aa ke yahin Dher ho gai
Shayari
hans ke kahtaa hai musavvir se vo ghaarat-gar-e-hosh
jaisi surat hai miri vaisi hi tasvir bhi ho
Shayari
baad tauba ke bhi hai dil mein ye hasrat baaqi
de ke qasmein koi ik jaam pilaa de ham ko
Shayari
usi par munhasir thi zindagi kyaa
ghaTaa jaataa hai dam zabt-e-fughaan se
Shayari
apne surat-gar se puchhun main agar maqdur ho
kyaa banaayaa thaa mujhe tu ne miTaane ke liye
Shayari
ham ko bhi kyaa kyaa maze ki daastaanein yaad thiin
lekin ab tamhid-e-zikr-e-dard-o-maatam ho gaiin





