"itna to jazb-e-ishq ne baare asar kiya us ko bhi ab malal hai mere malal ka"

Mirza Raza Barq
Mirza Raza Barq
Sherशेर
See all 21 →itna to jazb-e-ishq ne baare asar kiya
इतना तो जज़्ब-ए-इश्क़ ने बारे असर किया
daulat nahin kaam aati jo taqdir buri ho
दौलत नहीं काम आती जो तक़दीर बुरी हो
ai sanam vasl ki tadbiron se kya hota hai
ऐ सनम वस्ल की तदबीरों से क्या होता है
hamare aib ne be-aib kar diya ham ko
हमारे ऐब ने बे-ऐब कर दिया हम को
na sikandar hai na daara hai na qaisar hai na jam
न सिकंदर है न दारा है न क़ैसर है न जम
ham to apnon se bhi begana hue ulfat men
हम तो अपनों से भी बेगाना हुए उल्फ़त में
Popular Sher & Shayari
42 total"daulat nahin kaam aati jo taqdir buri ho qarun ko bhi apna khazana nahin milta"
"ai sanam vasl ki tadbiron se kya hota hai vahi hota hai jo manzur-e-khuda hota hai"
"hamare aib ne be-aib kar diya ham ko yahi hunar hai ki koi hunar nahin aata"
"na sikandar hai na daara hai na qaisar hai na jam be-mahal khaak men hain qasr banane vaale"
"ham to apnon se bhi begana hue ulfat men tum jo ghairon se mile tum ko na ghairat aa.i"
ham to apnon se bhi begaana hue ulfat mein
tum jo ghairon se mile tum ko na ghairat aai
na sikandar hai na daaraa hai na qaisar hai na jam
be-mahal khaak mein hain qasr banaane vaale
agar hayaat hai dekheinge ek din didaar
ki maah-e-eid bhi aakhir hai in mahinon mein
daulat nahin kaam aati jo taqdir buri ho
qaarun ko bhi apnaa khazaanaa nahin miltaa
ai sanam vasl ki tadbiron se kyaa hotaa hai
vahi hotaa hai jo manzur-e-khudaa hotaa hai
hamaare aib ne be-aib kar diyaa ham ko
yahi hunar hai ki koi hunar nahin aataa
Ghazalग़ज़ल
asar zulf kaa barmalaa ho gayaa
असर ज़ुल्फ़ का बरमला हो गया
dekhi jo zulf-e-yaar tabiat sambhal gai
देखी जो ज़ुल्फ़-ए-यार तबीअत सँभल गई
chaand saa chehra jo us kaa aashkaaraa ho gayaa
चाँद सा चेहरा जो उस का आश्कारा हो गया
zer-e-zamin huun tishna-e-didaar-e-yaar kaa
ज़ेर-ए-ज़मीं हूँ तिश्ना-ए-दीदार-ए-यार का
be-bulaae hue jaanaa mujhe manzur nahin
बे-बुलाए हुए जाना मुझे मंज़ूर नहीं
matlab na kaabe se na iraada kanisht kaa
मतलब न काबे से न इरादा कनिश्त का





