bijli gira.i tuur jalaya uDaa.e hosh
itna jalal ik arini ke saval par

Mohammad Baqar Shams
Mohammad Baqar Shams
Sherशेर
See all 31 →bijli gira.i tuur jalaya uDaa.e hosh
बिजली गिराई तूर जलाया उड़ाए होश
muskurahaT lab-e-nazuk pe nigahen nichi
मुस्कुराहट लब-ए-नाज़ुक पे निगाहें नीची
khaak ke zarron se uf uf ki sada aati hai
ख़ाक के ज़र्रों से उफ़ उफ़ की सदा आती है
lazzat-e-zindagi vo kya jaane
लज़्ज़त-ए-ज़िंदगी वो क्या जाने
samna jab hua mahshar men to kuchh kah na saka
सामना जब हुआ महशर में तो कुछ कह न सका
milte hi aankh us fusun-gar se
मिलते ही आँख उस फ़ुसूँ-गर से
Popular Sher & Shayari
62 totalmuskurahaT lab-e-nazuk pe nigahen nichi
kis se sikha hai ye andaz dil-ara.i ka
khaak ke zarron se uf uf ki sada aati hai
mera afsana-e-gham qissa-e-mazi na hua
lazzat-e-zindagi vo kya jaane
jis ko dard-e-jigar nahin hota
samna jab hua mahshar men to kuchh kah na saka
mujh se dekha na gaya un ka pareshan hona
milte hi aankh us fusun-gar se
dil gaya aur hamen khabar na hui
khauf-e-mahshar na rahaa dil mein jo dekhaa main ne
pusht par mere gunaahon ke hai rahmat us ki
dekhaa jo din ko us ne su-e-charkh-e-be-madaar
sonaa utar gayaa varaq-e-aaftaab kaa
kuchh na puchho daraazi-e-shab-e-hijr
kaT gai 'umr aur sahar na hui
qaabu mein rakkhe ablaq-e-lail-o-nahaar ko
dekhaa na main ne aisaa kisi shahsavaar ko
muskuraahaT lab-e-naazuk pe nigaahein nichi
kis se sikhaa hai ye andaaz dil-aaraai kaa
dekhaa jo main ne naama-e-aa'maal hashr mein
qissa likhaa thaa mere aur un ke shabaab kaa
Ghazalग़ज़ल
ghar ko bhi kar diyaa viraane mein shaamil main ne
घर को भी कर दिया वीराने में शामिल मैं ने
qufl-e-zindaan aaj kholaa jaaegaa
क़ुफ़्ल-ए-ज़िंदाँ आज खोला जाएगा
kis tarh vo 'aalam ko na divaana banaa de
किस तरह वो 'आलम को न दीवाना बना दे
kitne hi paa-e-sanam par kiye sajde main ne
कितने ही पा-ए-सनम पर किए सज्दे मैं ने
havaa ne ye kiyaa ehsaan ki jaa kar un ke aivaan mein
हवा ने ये किया एहसाँ कि जा कर उन के ऐवाँ में
bachpanaa guzraa aayaa 'ahd-e-shabaab
बचपना गुज़रा आया 'अहद-ए-शबाब





