ji men aata hai mai-kashi kiije
taak kar koi saya-dar darakht
Munawar Khan Ghafil
Munawar Khan Ghafil
Sherशेर
See all 32 →ji men aata hai mai-kashi kiije
जी में आता है मय-कशी कीजे
agar uryani-e-majnun pe aata rahm laila ko
अगर उर्यानी-ए-मजनूँ पे आता रहम लैला को
nikla na dagh-e-dil se hamara to koi kaam
निकला न दाग़-ए-दिल से हमारा तो कोई काम
ba.ad marne ke miri qabr pe aaya 'ghafil'
बा'द मरने के मिरी क़ब्र पे आया 'ग़ाफ़िल'
jite-ji qadr bashar ki nahin hoti sahab
जीते-जी क़द्र बशर की नहीं होती साहब
vasl men bhi nahin majal-e-sukhan
वस्ल में भी नहीं मजाल-ए-सुख़न
Popular Sher & Shayari
64 totalagar uryani-e-majnun pe aata rahm laila ko
bana deti qaba vo chaak kar ke parda mahmil ka
nikla na dagh-e-dil se hamara to koi kaam
na vo charagh-e-dair na sham-e-haram hua
ba.ad marne ke miri qabr pe aaya 'ghafil'
yaad aa.i mire iisa ko dava mere ba.ad
jite-ji qadr bashar ki nahin hoti sahab
yaad aa.egi tumhen meri vafa mere ba.ad
vasl men bhi nahin majal-e-sukhan
is rasa.i pe na-rasa hain ham
sitaare gum hue khurshid niklaa
araq jab yaar ne ponchhaa jabin se
apne majnun ki zaraa dekh to be-parvaai
pairahan chaak hai aur fikr silaane ki nahin
kucha-e-jaanaan mein yaaro kaun suntaa hai miri
mujh se vaan phirte hain laakhon daad aur be-daad mein
kaun dariyaa-e-mohabbat se utar saktaa hai paar
kashti-e-farhaad aakhir koh se Takraa gai
baad marne ke miri qabr pe aayaa 'ghaafil'
yaad aai mire iisaa ko davaa mere baad
vasl mein bhi nahin majaal-e-sukhan
is rasaai pe naa-rasaa hain ham
Ghazalग़ज़ल
chashm-e-khunbaar saa barse na kabhu paani ek
चशम-ए-ख़ूँबार सा बरसे न कभू पानी एक
har uzv-e-badan ek se hai ek tiraa khuub
हर उ'ज़्व-ए-बदन एक से है एक तिरा ख़ूब
ye kaun saa parvaana muaa jal ke lagan mein
ये कौन सा परवाना मुआ जल के लगन में
shaana to chhuTaa zulf-e-pareshaan se ulajh kar
शाना तो छुटा ज़ुल्फ़-ए-परेशाँ से उलझ कर
tegh-e-pur-khun vo agar dhoe kanaar-e-dariyaa
तेग़-ए-पुर-ख़ूँ वो अगर धोए कनार-ए-दरिया
ham faqiron kaa sune gar zikr-e-arra faakhta
हम फ़क़ीरों का सुने गर ज़िक्र-ए-अर्रा फ़ाख़्ता





