dushman-e-jan hi sahi dost samajhta huun use
bad-dua jis ki mujhe ban ke dua lagti hai

Murtaza Barlas
Murtaza Barlas
Sherशेर
dushman-e-jan hi sahi dost samajhta huun use
दुश्मन-ए-जाँ ही सही दोस्त समझता हूँ उसे
mujhe ki ga.i hai ye peshkash ki saza men hongi riyayaten
मुझे की गई है ये पेशकश कि सज़ा में होंगी रियायतें
naam is ka amariyyat ho ki ho jamhuriyat
नाम इस का आमरियत हो कि हो जम्हूरियत
maana ki tera mujh se koi vasta nahin
माना कि तेरा मुझ से कोई वास्ता नहीं
chehre ki chandni pe na itna bhi maan kar
चेहरे की चाँदनी पे न इतना भी मान कर
chalta rahe jo abla-pa.i ke bavajud
चलता रहे जो आबला-पाई के बावजूद
Popular Sher & Shayari
12 totalmujhe ki ga.i hai ye peshkash ki saza men hongi riyayaten
jo qusur main ne kiya nahin vo qubul kar luun dabao men
naam is ka amariyyat ho ki ho jamhuriyat
munsalik fir.auniyat masnad se tab thi ab bhi hai
maana ki tera mujh se koi vasta nahin
milne ke baa'd mujh se zara aa.ina bhi dekh
chehre ki chandni pe na itna bhi maan kar
vaqt-e-sahar tu rang kabhi chand ka bhi dekh
chalta rahe jo abla-pa.i ke bavajud
manzil ka mustahiq vahi sahra-navard hai
dushman-e-jaan hi sahi dost samajhtaa huun use
bad-duaa jis ki mujhe ban ke duaa lagti hai
mujhe ki gai hai ye peshkash ki sazaa mein hongi riyaayatein
jo qusur main ne kiyaa nahin vo qubul kar luun dabaao mein
naam is kaa aamariyyat ho ki ho jamhuriyat
munsalik firauniyat masnad se tab thi ab bhi hai
maanaa ki teraa mujh se koi vaasta nahin
milne ke baa'd mujh se zaraa aaina bhi dekh
chehre ki chaandni pe na itnaa bhi maan kar
vaqt-e-sahar tu rang kabhi chaand kaa bhi dekh
chaltaa rahe jo aabla-paai ke baavajud
manzil kaa mustahiq vahi sahraa-navard hai
Ghazalग़ज़ल
junun kaa zikr miraa 'aam ho gayaa to kyaa
जुनूँ का ज़िक्र मिरा 'आम हो गया तो क्या
ham jo aaina dikhaaein to dikhaaein kis ko
हम जो आईना दिखाएँ तो दिखाएँ किस को
aankhein hain surkh honT siyah rang zard hai
आँखें हैं सुर्ख़ होंट सियह रंग ज़र्द है
sadaa ye kis ki hai jo duur se bulaae mujhe
सदा ये किस की है जो दूर से बुलाए मुझे
ham ki tajdid-e-ahd-e-vafaa kar chale aabru-e-junun kuchh sivaa kar chale
हम कि तजदीद-ए-अहद-ए-वफ़ा कर चले आबरू-ए-जुनूँ कुछ सिवा कर चले
vaada jo thaa nibaah kaa tum ne vafaa nahin kiyaa
वअ'दा जो था निबाह का तुम ने वफ़ा नहीं किया





