laakh bhage zad pe jab aa ja.egi
zindagi teri qaza kha ja.egi

Mustafa Rahi
Mustafa Rahi
Sherशेर
See all 14 →laakh bhage zad pe jab aa ja.egi
लाख भागे ज़द पे जब आ जाएगी
adamiyyat ka zikr kya naseh
आदमिय्यत का ज़िक्र क्या नासेह
dil dhaDakta hai sitaron ka yahan
दिल धड़कता है सितारों का यहाँ
dekhiye kab tak yahi halat yahi aalam rahe
देखिए कब तक यही हालत यही आलम रहे
shayad hi raas aa.e mujhe aish-e-marg bhi
शायद ही रास आए मुझे ऐश-ए-मर्ग भी
na samjha koi asrar-e-mohabbat
न समझा कोई असरार-ए-मोहब्बत
Popular Sher & Shayari
28 totaladamiyyat ka zikr kya naseh
aadmi ab kahan hain saa.e hain
dil dhaDakta hai sitaron ka yahan
uf ye duniya kis qadar tarik hai
dekhiye kab tak yahi halat yahi aalam rahe
dil ki har dhaDkan ye kahti hai ki vo aane ko hain
shayad hi raas aa.e mujhe aish-e-marg bhi
'rahi' gham-e-hayat ka maara hua huun main
na samjha koi asrar-e-mohabbat
jo samjha kuchh dil-e-nadan samjha
shaayad hi raas aae mujhe aish-e-marg bhi
'raahi' gham-e-hayaat kaa maaraa huaa huun main
allaah tere haath hai khuddaariyon ki laaj
daanista haadsaat se Takraa gayaa huun main
be-khudi mein shaan-e-khuddaari bhi hai
khvaab mein ehsaas-e-bedaari bhi hai
dil dhaDaktaa hai sitaaron kaa yahaan
uf ye duniyaa kis qadar taarik hai
na samjhaa koi asraar-e-mohabbat
jo samjhaa kuchh dil-e-naadaan samjhaa
dekhiye kab tak yahi haalat yahi aalam rahe
dil ki har dhaDkan ye kahti hai ki vo aane ko hain
Ghazalग़ज़ल
har chand ki ham murid-e-pur-qahr-o-ghazab hain
हर चंद कि हम मूरिद-ए-पुर-क़हर-ओ-ग़ज़ब हैं
har saans mein shaamil rahte hain har khvaab sanvaaraa karte hain
हर साँस में शामिल रहते हैं हर ख़्वाब सँवारा करते हैं
khudaa rakhe miri divaangi ko
ख़ुदा रखे मिरी दीवानगी को
donon taraf hi barson ye silsile rahe the
दोनों तरफ़ ही बरसों ये सिलसिले रहे थे
socho to bahut kuchh hai magar baat zaraa si
सोचो तो बहुत कुछ है मगर बात ज़रा सी
jo falsafa-o-daanish-o-hikmat ne taraashe
जो फ़ल्सफ़ा-ओ-दानिश-ओ-हिक्मत ने तराशे





