kaha tha main ne kho kar bhi tujhe zinda rahunga
vo aisa jhuuT tha jis ko nibhana paD gaya hai

Mustafa Shahab
Mustafa Shahab
Sherशेर
See all 22 →kaha tha main ne kho kar bhi tujhe zinda rahunga
कहा था मैं ने खो कर भी तुझे ज़िंदा रहूँगा
dar kunj-e-sada-band ka kholenge kisi roz
दर कुंज-ए-सदा-बंद का खोलेंगे किसी रोज़
main bhi shayad aap ko tanha milon
मैं भी शायद आप को तन्हा मिलों
ham men aur parindon men farq sirf itna hai
हम में और परिंदों में फ़र्क़ सिर्फ़ इतना है
isti.are zamin se jaa.en
इस्तिआरे ज़मीन से जाएँ
main sach se gurezan huun aur jhuuT pe nadim huun
मैं सच से गुरेज़ाँ हूँ और झूट पे नादिम हूँ
Popular Sher & Shayari
44 totaldar kunj-e-sada-band ka kholenge kisi roz
ham log jo khamosh hain bolenge kisi roz
main bhi shayad aap ko tanha milon
apni tanha.i men ja kar dekhiye
ham men aur parindon men farq sirf itna hai
dast-o-pa mile ham ko bal-o-par parindon ko
isti.are zamin se jaa.en
ik ghazal asman se utre
main sach se gurezan huun aur jhuuT pe nadim huun
vo sach pe pasheman hai aur jhuuT par amada
aisaa bhi kabhi ho main jise khvaab mein dekhun
jaagun to vahi khvaab ki taabir bataae
zehn mein yaad ke ghar TuTne lagte hain 'shahaab'
log ho jaate hain ji ji ke puraane kitne
ham mein aur parindon mein farq sirf itnaa hai
dast-o-paa mile ham ko baal-o-par parindon ko
bikhraa bikhraa saa saaz-o-saamaan hai
ham kahin dil kahin aqida kahin
shaayad vo bhuli-bisri na ho aarzu koi
kuchh aur bhi kami si hai teri kami ke saath
kahaa thaa main ne kho kar bhi tujhe zinda rahungaa
vo aisaa jhuuT thaa jis ko nibhaanaa paD gayaa hai
Ghazalग़ज़ल
qadam qadam par tumhaari yuun to inaayatein bhi bahut hui hain
क़दम क़दम पर तुम्हारी यूँ तो इनायतें भी बहुत हुइ हैं
ik shama kaa saaya thaa ki mehraab mein Duubaa
इक शम्अ का साया था कि मेहराब में डूबा
puraane ghar mein nayaa ghar basaanaa chaahtaa hai
पुराने घर में नया घर बसाना चाहता है
phuul ne murjhaate murjhaate kahaa aahista se
फूल ने मुरझाते मुरझाते कहा आहिस्ता से
use dekhaa to har be-chehragi kaasa uThaa laai
उसे देखा तो हर बे-चेहरगी कासा उठा लाई
dil ik duniyaa basaa letaa hai gar koi nahin aataa
दिल इक दुनिया बसा लेता है गर कोई नहीं आता





